MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naino ki mat maaniyon re naino ki mat suniyon naino ki mat maaniyon re naino ki mat suniyon naino ki mat suniyon re naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge jagte jaadoo phunkenge re jagte jagte jaadoo jagte jaadoo phunkenge re neenden banjar kar denge naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge naino ki mat maaniyon re bhala manda dekhe na paraya na saga re naino ko to dasne ka chaska laga re bhala manda dekhe na paraya na saga re naino ko to dasne ka chaska laga re naino ka zehar nashila re naino ka zehar nashila naino ka zehar nashila re naino ka zehar nashila baadlon mein satrangiyaan boven bhor talak barsaaven baadlon mein satrangiyaan boven naina baanwara kar denge naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge naina thag lenge thag lenge naina thag lenge naina raat ko click here
aa aaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa naina barse rim jhim rim jhim naina barse rim jhim rim jhim piya tore aawan ki aas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein hooooooo wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein ye dil ab tak bhatakta hai teri ulfat ki raahon mein sooni sooni raahen sehmi sehmi baahen ankhon mein hai barson ki pyaas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai hooooooo nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai chala aa mere parwaane wafaa ki shamma jalti hai o mere humraahi phirti hoon ghabraayi jahaan bhi hai aa jaa mere paas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse adhoora hoon main afsana jo yaad aaun chale aana mera jo haal hai tujh bin wo aa kar dekhte jaana bheegi bheegi palkein chham chham aansoon chhalken khoyi khoyi aankhen hain udaas naina click here
naina deewane naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane huye ye paraaye mann haar aaye mann ka maram jaane naa maane naa maane naa naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane jaana naa jaana mann hi naa jaana chitvan ka mann banta nishaana kaisa nishana kaisa nishana mann hi pehchane na maane naa maane naa naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane jeevan beli kare athkheli jeevan beli kare athkheli mehke mann ke bakul niti phool phole jhula jhule chehke ban bulbul mehke mann ke bakul mann kya jaane kya hoga kal dhaar samay ki behti pal pal jeevan chanchal jeevan chanchal din jaa ke phir aane naa maane naa maane naa naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane click here
naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare hum pe chhup chhup zulam kare ho gori tore naina hain jadu bhare hooo tere naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare teer chale par dekh na paayein chhup chhup waar karein teer chale par dekh na paayein chhup chhup waar karein ho ho kajra lagaa ke nazrein ghuma ke seene ke paar karein haai tere naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare hooo hum pe chhup chhup zulam kare ho gori tore naina hain jadu bhare bhole bhale mad ke pyaale chhalak chhalak chhalke bhole bhale mad ke pyaale chhalak chhalak chhalke ho ho dekh adaa teri dil chhailon ke reh jaayein jal jal ke haai tere naina hain jadu bhare ho gori tore naina hain jadu bhare hooo hum pe chhup chhup zulam kare ho gori tore naina hain jadu bhare click here
naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta sa din aashiyaan hai sunsaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa man ki hai lagan tan se tan ka hai teerath doojaa pyaasi rahi milke unse pyaas ko hi maine pooja ye hi to hai abhimaan mera pyaar pooja prarthna to ek saath rahna chaahen pyaar pooja praarthna to ek saath rahna chaahen saath agar saath naa de sang aa jaati aahen ab yahi hai toofaan mera naina hain pyaase mere pyasa hai praan mera main hoon ek barkha ke bin jalta saa din aashiyaan hai sunsaan mera click here
hooooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma jale na jale hooooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage aayenge wo aayenge main soch soch sharmaaun kya hoga kya na hoga main mann hi mann ghabraaun aaj milan ho jaaye to samjho din badle mere hooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma jale na jale jaanu na main to jaanu na roothe roothe piya ko manaana bindiyaa ho meri bindiyaa mujhe preet ki reet sikhaana main to sajan ki ho hi chuki hoon kyun na huye mere hooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma kajra mera kajra meri ankhiyon ka ban gaya paani toota dil toota meri tadap kisi ne na jaani pyaar mera hai ik parchhayee haath lage na mere hooooo click here
naina naina neer bahaaye naina naina neer bahaaye mujh birhan ka dil saajan sang mujh birhan ka dil saajan sang jhoom jhoom ke gaaye naina naina neer bahaaye naina naina neer bahaaye mujh birhan ka dil saajan sang mujh birhan ka dil saajan sang jhoom jhoom ke gaaye naina naina neer bahaaye aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa vish ka pyaala kaam na aaya meera ne pee ke dikhlaaya vish ka pyaala kaam na aaya meera ne pee ke dikhlaaya prem to hai ganga jal iss mein prem to hai ganga jal iss mein prem to hai ganga jal iss mein vish amrit ban jaaye naina naina neer bahaaye prem hai girdhar ki baansuriyaa prem hai girdhar ki baansuriyaa prem hai raadha ki saanwariyaa ye hai saat suron ka dariyaa ye hai saat suron ka dariyaa jhar jhar behta jaaye naina naina neer bahaaye naina naina neer bahaaye click here
muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo humdam maana tujhse mil naa paayenge hum hoooo ooooo pyaar phir bhi naa hoga tujhse kam humdam maana tujhse mil naa paayenge hum hoooo ooooo pyaar phir bhi naa hoga tujhse kam khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat aise humko tum bhula hi dena aise hoooo ooooo bhoole sapnon ko savera jaise aise humko tum bhula hi dena aise hoooo ooooo bhoole sapnon ko savera jaise khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum click here
nainon mein saawan man mere phagun palchhin jale aur jalaaye yaad aaye bachpan yaad aaye re nainon mein saawan man mere phagun palchhin jale aur jalaaye yaad aaye bachpan yaad aaye re yaad aaye re naachi nayan mein bachpan ke saathi yaad aaye wo paathshala yaad aaye re yaad aaye re yaad aaye re yaad aaye re ban ke kisi ki jab raajraani pehanti thi main phool maala wo din wo ratiyaan beeti wo batiyaan reh reh ke dil ko dukhaaye reh reh ke dil ko dukhaaye baabul ka aangan yaad aaye re yaad aaye re unse milan ki pehli ghadi thi magar tod di preet maine ban baanwari haaye ban ban phiri main ganwaaya magar meet maine ban ke miti kyun main yun luti kyun ye soch hardam sataaye ye soch hardam sataaye man ki wo uljhan yaad aaye re yaad aaye re man ka hiran mere jaata kahaan thi gale mein bandhi prem dori phir se mile do bichhade sitaare mile apne chanda se bichhadi chakori man ka hiran mere jaata kahaan thi gale mein bandhi prem dori phir se mile do bichhade sitaare mile click here
nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye madira mein doobi akhiyan chanchal hain dono sakhiyan jhalki raheng tohe palkon ki pyaari pakhiyaan sharma ke denge tohe madira ke pyaale nainon mein badra chaaye aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaa prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein prem deewani prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein pichhale janam se teri prem kahani hoon mein aa iss janam mein bhi tu apna bana le nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye click here
nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam bolo ji bolo ye raaz kholo hum bhi sunen dil ko thaam yaa to hai dharti yaa hai gagan yaa to hai sooraj yaa hai pawan uhmm us ka to saajan hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam heyyyyy hoo oooo masti mein gaaye dil ko lubhaaye kaanon mein mishri si ghole bolo ji bolo ye raaz kholo mera bhi mann aaj dole yaa to koyal ki hai raagni yaa to paayal hai yaa bansuri naa us ka to sajani hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam hmmm hmmm hmm hmmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa behki behki chaal hai uski jhoome wo awaara bolo ji bolo ye raaz kholo kis ki taraf hai ishaara bolo kis ki taraf hai ishaara yaa to jogi hai yaa paagal yaa to baadal hai yaa aanchal uhmm us ka to preetam hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam la la la la la la la la la la la la la la la la aaa la la la la la la la la click here
haan to nainon mein nindiya hai mathe pe bindia hai are baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai oh o phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga o naino mein nindiya hai mathe pe bindia hai baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga teri galiyon ka main hoon ek banjara teri galiyon ka main hoon ek banjara tere bin duniya mein mera kaun sahara meri kab marzi hai hum mein ho ye doori main to jaan bhi de doon lekin hai majboori paaon mein paayal hai haathon mein aanchal hai julfon mein khushboo hai palkon mein jadu hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga sikhe koi tumse jhuthi baat banana are sikhe koi tumse jhuthi baat banana dekho dil na todo karke saaf bahana aise sapnon ka koi mahal banaun mere beghar premi main tumko kahan basaun seene mein dhadkan hai baahon mein kangan hai kaanon mein baali hai click here
nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri kaliyon ke saath jaise bhanvaron ka pyaar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein akhiyon mein pyaar bhara naya iqraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole click here
taa thaiyaa taa thaiyaa ho o taa thaiyaa taa thaiyaa ho o tum tannnn tum tannnnn tum tannnnn tum tannnnn tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana hoooooo ho ho hooo ho ho ho nainon mein sapnaa sapnon mein sajanaa sajanaa pe dil aa gaya kyun sajanaa pe dil aa gaya nainon mein sapnaa sapnon mein sajanaa sajanaa pe dil aa gaya kyun sajanaa pe dil aa gaya kai albele dheke jawani ke rele dekhe hasino ke mele dekhe dil pe hoooo hoooo tuhi chhaa gayaa ho tuhi chhaa gayaa arre nainon mein sapnaa sapnon mein sajani sajani pe dil aa gayaa ke sajani pe dil aa gaya taa thaiyaa taa thaiyaa ho o taa thaiyaa taa thaiyaa ho o tu nahin aa aa main nahin aa aa ab dil ek hai do tan ik pran do dil ik jaan manzil ek hai aang se aa aa aang mile aa aa aramaan khil gaye purab pashchim se pashchim purab se kaise mil gaye pyar ke zamane mile husn ke khazane mile jeene ke bahaane mile man mein hoooo hoooo jo tu aa gayaa ho jo tu aa gayaa nainon mein sapnaa click here
nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse mulaaqaat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi tum jo mile phool khile dil ke armaan hile dharti gagan donon lage jhumne nainon se milte hi nayan chalne laga mand pawan bhanvar lage kaliyon ko choomne bhanvar lage kaliyon ko choomne pehle milan ki ye karamaat huyi chandaa bin punam ki raat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chanchal palkon ke tale nazron ke teer chale baazi lagi do dilon ke khel ki tum bhi chale hum bhi chale dekh ke sab log jale badhne lagi bel madhur mel ki badhne lagi bel madhur mel ki apni muhabbat ki shuruaat huyi jeet idhar aur udhar maat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse click here
nainon waali ne haaye mera dil loota nainon waali bholi bhaali ek matwaali ne haaye mera dil loota nainon waali ne wo bhooli bhaali ne dil mera loota dil mera loota dil mera haaye haaye haaye haaye nainon waali ne haaye mera dil loota muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole koyaliya chup ho jaaye jab uski payal bole mujhe dikha ke pyaar bhare do naina bhole bhole nainon waale aa haa nainon waale ek matwaale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute laakhon bandhan toote lekin ye bandhan na toote neend chura li mujhse kar ke waade jhoote jhoote bholi bhaali haaye bholi bhaali nainon waale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye chaand tadap kar uske gore kadmon par gir jaaye taare puchhe hua hai click here
nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen nazar mili to jaane hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye chaand par utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye ke zindagi ke raaste sanwar sanwar gaye ho sanwar gaye gaye ho click here
naiyya meri chalti jaaye sahaare tere badhti jaaye ye naiyya meri chalti jaaye sahaare tere badhti jaaye kabhi to mujhe paar laga de haaye re kabhi to mujhe paar laga de jawaani meri dhalti jaaye ye naiyya meri chalti jaaye sahaare tere badhti jaaye pyaar liye dil mein tera aaya hoon dilbar kya naa kiya tere liye maine sitamgar jog liya tere liye chhod diya ghar are jaan bhi de dunga kisi roz tujhi par kyun mujh pe sitam karti jaaye kyun mujh pe sitam karti jaaye kabhi to mujhe paar laga de jawaani meri dhalti jaaye ye naiyya meri chalti jaaye sahaare tere badhti jaaye chup hai magar teri nazar bol rahi hai jheel mein lehron ki tarah dol rahi hai pyaar ki titli bani parr tol rahi hai are raaz tera teri adaa khol rahi hai nainon se jiya chhalti jaaye nainon se jiya chhalti jaaye kabhi to mujhe paar laga de jawaani meri dhalti jaaye naiyya meri chalti jaaye sahaare tere badhti jaaye jaaun jidhar aayen nazar tere nazaare phool hanse jaise kare tu hi ishaare sang tere click here
nakhrewaali nakhrewaali nakhrewaali dekhne mein dekh lo hai kaisi bholi bhali ajnabi ye chhoriyaan dil pe daalein doriyaan ajnabi ye chhoriyaan dil pe daalein doriyaan mann ki kaali wo to koi aur thi jo aankhon se samaa gayee dil mein didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee be reham be wafaa apnaa kuchh ataa pataa bataa to de o be reham be kali be kasi kuchh to kum ho phir se muskuraa to de o be reham wo to koi aur thi jo aankhon se samaa gayee dil mein didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee click here
main chaand nigal gayi ho ji main chaand nigal gayi daiyya re hoon bhitar bhitar aag jale baat karoon to sek lage aji bhitar bhitar aag jale baat karoon to sek lage ho main chaand nigal gayi daiyya re ang pe aise chhaale pade tez tha jhaonka ka karoon sisi karti sisi sisi karti main maroon zabaan pe laaga ji laaga ji re zabaan pe laaga zabaan pe laaga laaga re namak isaq ka haye tere isaq ka zabaan pe laaga laaga re zabaan pe laaga laaga re namak isaq ka haye re tere isaq ka namak isaq ka haye re tere isaq ka balam se maanga maanga re balam se maanga re balam se maanga maanga re namak isaq ka haye re tere isaq ka zabaan pe laaga laaga re namak isaq ka haye re tere isaq ka haye re tere isaq ka tere isaq ka sabhi chhede hain mujhko sipahiye baanke chhamiye haan haan haan ji haan aahh sabhi chhede hain mujhko sipahiye baanke chhammiye udhari dene lage hain gali ke baniye baniye koi to gaadi ko bhi luta de koyi to gaadi aji thodi thodi shahad chata de thodi thodi tez click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Naina Omkara (2006) 06:49 11144
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan
Duration : 06:49   Song Number : 11144   

Naina Barse Rim Jhim Rim Jhim Woh Kaun Thi (1964) 07:47 12153
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 07:47   Song Number : 12153   

Naina Deewane Ik Nahin Afsar (1950) 03:15 12622
 
Poster of Afsar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:15   Song Number : 12622   

Naina Hain Jadu Bhare Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:15 12873
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Raag- 
Bihag
Duration : 03:15   Song Number : 12873   

Naina Hain Pyaase Mere Aavishkar (1973) 03:28 32681
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:28   Song Number : 32681   

Naina Mere Rang Bhare Black Mail (1973) 04:41 17879
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:41   Song Number : 17879   

Naina Neer Bahaaye Water (2005) 04:52 16930
 
Poster of Water (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sukhwinder Singh
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
John Abraham, Lisa Ray
Raag- 
Bhatiyar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 16930   

Naina Ye Barsen Mohabbat (1985) 06:26 18448
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Vijayanta
Duration : 06:26   Song Number : 18448   

Naino Mein Saawan Anand Math (1952) 06:11 19794
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 06:11   Song Number : 19794   

Nainon Mein Badra Mera Saaya (1966) 03:21 21026
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 21026   

Nainon Mein Darpan Hai Aarop (1974) 03:52 15708
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Sayra Banu
Duration : 03:52   Song Number : 15708   

Nainon Mein Nindiya Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 02:44 36153
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 02:44   Song Number : 36153   

Nainon Mein Pyaar Dole Sheroo (1957) 03:17 36374
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 36374   

Nainon Mein Sapnaa Himmatwala (1983) 06:40 21027
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Sridevi
Duration : 06:40   Song Number : 21027   

Nainon Se Nainon Ki Baat Huyi Chandramukhi (1960) 03:23 37385
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kavita, Manhar Desai
Duration : 03:23   Song Number : 37385   

Nainon Waali Ne Haaye Mera Dil Loota Mera Saaya (1966) 03:48 13714
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhna
Duration : 03:48   Song Number : 13714   

Nainon Waali Tere Naina Beti Bete (1964) 03:37 12887
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:37   Song Number : 12887   

Naiyya Meri Chalti Jaaye My Friend (1974) 03:34 16279
 
Poster of My Friend (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 03:34   Song Number : 16279   

Nakhrewali New Delhi (1956) 02:59 21028
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 21028   

Namak Omkara (2006) 06:55 11145
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kareena Kapoor
Duration : 06:55   Song Number : 11145