MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chhaon hai meri khaatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu click here
kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai mujhe agar baahon mein bhar lo shaayad tum ko chain mile mujhe agar baahon mein bhar lo shaayad tum ko chain mile chain to us din khoya maine jis din tum se nain mile phir bhi ye achchha lagta hai magar abhi sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai chehre par hai aur ek chehra kaise use hataun mera sach gar tum apna lo janam janam tar jaaun aise sab kachcha lagta hai sab ka sab sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai click here
muhabbat ki khushi do din ki aur ghum zindagi bhar ke ye jeena koi jeena haiiiii jeeyen jaate hain mar mar ke kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain mili rone se jab fursat mili rone se jab fursat to unko yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de tu apne pyaar ki duniyaa tu apne pyaar ki duniyaa kahin aabaad kar lena kahin aabaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup click here
heyyyyyyy tun tuna tun tuna tun tuna ho tuna tun tuna tun tuna tun tuna tun tuna tun tuna tun tuna ho tuna tun tuna tun tuna tun tuna kabhi khole naa tijori kaa taala haan mera sasuraa bada paise waala tun tuna tun tuna tun tuna ho tuna tun tuna tun tuna tun tuna kabhi khole naa tijori kaa taala haan mera sasuraa bada paise waala tun tuna tun tuna tun tuna ho tuna tun tuna tun tuna tun tuna kab niklega iska diwaala haan mera sasuraa bada paise waala tun tuna tun tuna tun tuna ho tuna tun tuna tun tuna tun tuna hat jaao mat shor karo hat jaao mat shor karo sasure ko mat bore karo sasuraa achchhaa banda hai maana kaala dhandha hai unchi mil ka maalik hai chhote dil ka maalik hai unchi mil ka maalik hai chhote dil ka maalik hai itna dhan kaise aaya main bolun aise aaya le kar naam naseebon kaaaaaaaa le kar naam naseebon ka choosa khoon gareebon kaaaa saadhu ban kar ye daaka daala haan mera sasuraa bada paise waala tun tuna tun tuna tun tuna ho tuna tun tuna tun tuna click here
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe click here
aa aa aa aa aa kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen o o o o o suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen inn labon pe tera bas tera naam ho inn labon pe tera bas tera naam ho pyaar dil se kabhi bhi na ho kam ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham ye ghar nahin hai mandir hai tera iss mein sada rahe tera basera click here
kidhar main jaaun samajh na paaun bulaa rahin hain do raahen idhar hai mamta aur udhar hain bheegi huyi nigaahen kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare haay is tarah bhaag kisi se roothe naa haay is tarah bhaag kisi se roothe naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali hote hote saath kisi kaa chhoote naa hote hote saath kisi kaa chhoote naa bante bante click here
kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa click here
aaj humne sabak wo padh daala jiss ko duniyaa kitaab kehti hai aur ik aisa kaam kar daala jisko duniyaa hisaab kehti hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya zamaane ne jo kuchh bhi humko diyaa saraakhon pe humne use rakh liya kabhi ye naa socha bura ke bhalaa sada khush rahe sab yahi hai duwaa wo hi humne kaata jo humne tha boya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya mere humsafar bhi kahin kho gaya batao bhala hum karen click here
kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke har din ki halchal se aaj mili khamoshi chhalki hai tan man mein pyaar bhari madhoshi badale badale mausam ke mujhe rang nazar aate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke ye ghadiyan fursat ki roz kahan milti hain ab khushiyaan haath mera thaame huye chalti hain mere saath gagan ye dharti mera geet madhur gaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna ho duniyaa se door chhup ke yahaan tera mera yun milna kabhi kabhi deewanepan ki hum had se gujar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke click here
la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la ye kya ho gaya sapna mera sach ho gaya aa aa aa aa aa aa aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa chalte rahein udte rahein hum behte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa dard e click here
kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein khade raho bas bebas hokar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kapde hon maile munh kaala kaala ho wo suraiya umm ummm ya madhubaala aa ho ho wo suraiya ya madhubaala bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein baar baar handle ko ghumaaya dhakke de de sar chakraaya dhakke de de sar chakraaya nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein tel pilaaya daala paani par zaalim ne ek na maani par zaalim ne ek na maani yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein sach kehti hai duniyaa saari chalti ka hi naam hai gaadi chalti ka hi naam hai gaadi moter bhi chhakda hai jab ho jaaye panchar click here
kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega click here
kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai kabhi palkon pe aansoon hain jo aata hai wo jaata hai ye duniyaa aani jaani hai yahaan har sheh musafir hai safar mein zindgani hai ujaalon ki zarurat hai andhera meri kismat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai zara aye zindagi dam le tera deedar to kar loon kabhi dekha nahin jisko use main pyaar to kar loon abhi se chhod ke mat jaa abhi teri zarurat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai koi anjaan sa chehraa ubhartaa hai fizaaon mein ye kis ki aahten jaagi meri khaamosh raahon mein abhi aye maut mat aana mera veerana jannat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi click here
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei click here
Kabhi Ruk Gaye Hain click here
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana magar aana iss taraha tum ke yahaan se phir na jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana aa aa aaaa aa aa aa aaaa aaaa ho ho hoooo ho ho ho hooooooo tu nahin hai magar phir bhi tu saath hai baat ho koi bhi teri hi baat hai tu hi mere ander hai tu hi mere baahar hai jab se tujhko jaana hai maine apna maana hai magar aana iss taraha tum ke yahaan se phir na jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana aaaa aa aaaa aa aaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa raat din ki meri dilkashi tum se hai zindagi ki kasam zindagi tum se hai tum hi meri aankhen ho suni click here
kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar aaj mujhko laga baat kuchh hai zuroor pass kitne ho tum jab huye mujhse door beqaraari hai kyun ye khumari hai kyun kyun preshaan hai kyun ye armaan hai tum kya gaye ho jaanam hooooo sang le gaye bahaar aaaa aaaaa tum kya gaye ho jaanam aaaaaa aaaaa sang le gaye bahaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar sach kahun pyaar kya hai main nahin jaanta tha pyaar ki baatein sach hai main nahin maanta tha kya mujhe ho raha hai kya mera kho raha hai mujhko ehsaas hai kya meri pyaas hai tu nahin pass mere hai tera intezaar tu nahin pass mere hai tera intezaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar kabhi socha na tha maine mujhe click here
kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa naa phir tu jee sakega aur naa tujhko maut aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge click here
kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum chaahe zamaana kare laakhon sitam haaan haan haaan chaahe zamaana kare laakhon sitam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum sanam meri jannat hai tere kadam haayeeeee sanam meri jannat hai tere kadam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman muhabbat ke sholon mein jalta rahunga tera naam le ke main chalta rahunga thokar bhi khaa ke sambhaltaa rahunga bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman dengi sahaara jo teri nighaahen to aasaan hongi muhabbat ki raahen ke manzil hai meri ye teri hi baahen chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaan haaan haaan chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Male) Kabhi Kabhie (1976) 04:51 41008
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:51   Song Number : 41008   

Kabhi Kabhi Sapna Lagta Ratnadeep (1979) 04:48 14067
 
Poster of Ratnadeep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Hema Malini
Duration : 04:48   Song Number : 14067   

Kabhi Khamosh Ho Jaana Patanga (1949) 03:55 13933
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima, Nigar
Duration : 03:55   Song Number : 13933   

Kabhi Khole Na Tijori Bidaai (1974) 05:40 12915
 
Poster of Bidaai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Madan Puri
Duration : 05:40   Song Number : 12915   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Kabhi Khushi Kabhi Gham Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 07:59 16744
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 07:59   Song Number : 16744   

Kabhi Kisi Ki Khushiyaan Koi Loote Naa Zindagi Aur Khwab (1961) 04:17 36222
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 36222   

Kabhi Kisi Ko Muqammal Jahaan Ahista Ahista (1981) 05:21 18408
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Yaman
Duration : 05:21   Song Number : 18408   

Kabhi Kuchh Khoya Zindagi Ek Juaa (1992) 08:48 14458
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 08:48   Song Number : 14458   

Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Rang Birangi (1983) 04:31 19223
 
Poster of Rang Birangi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Parveen Babi, Deepti Naval
Duration : 04:31   Song Number : 19223   

Kabhi Main Kahoon Lamhe (1991) 07:42 20708
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 07:42   Song Number : 20708   

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Moti Mahal (1952) 03:15 18303
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:15   Song Number : 18303   

Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 04:07 14229
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:07   Song Number : 14229   

Kabhi Palkon Pe Aansoon Harjaee (1981) 05:31 13323
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 13323   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Kabhi Ruk Gaye Hain Rahgir (1969) 05:17 17265
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:17   Song Number : 17265   

Kabhi Shaam Dhale Sur (The Melody of Life) (2002) 08:14 18051
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Mahalaxmi Iyer
On Screen Actors- 
Gauri Karnik
Duration : 08:14   Song Number : 18051   

Kabhi Socha Na Tha Maine Pyaar Kiya Nahin Jaata (2003) 05:01 13998
 
Poster of Pyaar Kiya Nahin Jaata (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Shyam Anuragi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Divakar Pundir, Sonali Bendre
Duration : 05:01   Song Number : 13998   

Kabhi Tanhaiyon Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 02:33 15600
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Tanuja, Ashok Sharma
Raag- 
Palasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 15600   

Kabhi Tera Daaman Naa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13869
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:36   Song Number : 13869