MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aaaa aaaa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa haaaa husn pahadon ka ho sahiba husn pahadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka rutt ye suhaani hai meri jaan rutt ye suhaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoooo aaaaa aaaaa hmmmm tum pardesi kidhar se aaye aate hi mere mann mein samaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye chhote chhote jharne hain ke jharnon ka paani chhoo ke kuchh waade karne hain jharne to behte hain kasam le pahadon ki jo kaayam rahte hai hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaaa khile khile phoolon se bhari bhari waadi raat hi raat mein kisne sajaa di lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi kya gul buten hain pahaadon mein yeh kehte hain pardesi to click here
husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam bin piye mujh pe nasha chhaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin toone gulshan mera mehkaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai click here
husn tera ek chhalakta o husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi haaye agar ijaazat ho teri main pyar mukammal kar loon main pyar mukammal kar loon daal ke nazron mein nazren deedaar mukammal kar loon deedaar mukammal kar loon naam inka pehle se badnaam hai husn wale yahi mera tujhe paigaam hai husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana oo komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana pyaar bina o yeh jawaani ilzaam hai laa mujhe ho tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi husn to ek khilona hai jee bhar kar click here
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain zindagi bhar ke liye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain khoob karte hain ye beemar e muhabbat kaaaaaa ilaaz khoob karte hain ye beemar e muhabbat ka ilaaz dard bhadhta hi rahe dard bhadhta hi rahe aisi dawaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin eeeee eeeeee haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin pehle dil lete hain phir pehle dil lete hain phir dil ko bhula dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain dil lagaaye naa zamaane mein hasinoooooo se koi dil lagaaye naa zamaane mein hasinon se koi log kehte hain ke ye log kehte hain ke ye mil ke dagaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain click here
huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan libaas e rang mein yeh bal khata badan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano aji ik hum to kya ho tum aise hasin aji ik hum to kya ho tum aise hasin farishta bhi tumhein agar dekhe kahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano tumhin ko chun liya nazar ki baat hai tumhin ko chun liya nazar ki baat hai liya ghum aapka jigar ki baat hai ho tum phir bhi khafa asar click here
aaaaaa haaaaan haaaaaan asi re panjaayeeeeee ehd e sahbaab kar ke mujhe kahaan gaya mera bachpan kharaab kar ke mujhe ayeeeeeeeeee huye hum jinke liye barbaad wo hum ko chahe karein na yaad jeevan bhar jeevan bhar unki yaad mein hum gaaye jayenge gaaye jayenge ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor wo ghum se lakh rahen aazad sune na dard bhari phariyad afsana afsana hum to pyaar ka doharaye jayenge gaaye jayenge main hoon aisa deep ke jismein main hoon aisa deep ke jismein naa baati na tel naa baati na tel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel rahe ye dil ka nagar aabad basi hai jismein kisi ki yaad hum dil ko hum dil ko unki yaad se behlaaye jayenge gaye click here
huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa abhi tak to honthon pe tha tabassum ka ek silsila bahut shaadmaan the hum unko bhula kar achanak ye kya ho gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa humen to yahi tha guroor ghum e yaar hai hum se door wahi ghum jise humne kis kis jatan se nikaalaa tha iss dil se door wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa click here
hooooo beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala ala ala bas mein naa raha ye mann jal gaya ye tan badan chhad gayin khumaariyaan kyun bahek rahe kadam hmmmm bas mein naa raha ye mann jal gaya ye tan badan chhad gayin khumaariyaan kyun bahek rahe kadam huu huu huu huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala kuchh khayaal tum karo kuchh khayaal hum karen naa sawaal tum karo naa sawaal hum kare heyyyyy kuchh khayaal tum karo kuchh khayaal hum karen naa sawaal tum karo naa sawaal hum kare uuuuuuuu huzoor e ala huzoor huzoor e ala click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye koi manchalaa gar pakad legaa aanchal koi manchalaa gar pakad legaa aanchal zaraa sochiye aap kyaa ki jiyegaa lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan to kyaa apni zulfein jhatak dijiyegaa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye bahut khubsoorat hai har baat lekin bahut khubsoorat hai har baat lekin agar dil bhi hotaa to kyaa baat hoti likhi jaati phir daastaan e muhabbat likhi jaati phir daastaan e muhabbat ik afsaane jaisi mulakaat hoti huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale badaa luft chhup chhup ke jalne mein hai mazza teer kha kar sambhalne mein hai huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale ye neechi nigaahein gazab kar gayeen pata na chala zulm kab kar click here
say d say i say s c o i am a disco dancer i am a disco dancer i am a disco dancer zindagi mera gaana main isi ka deewana to jhoomo to naacho aao mere saath naacho gaao i am a disco dancer hoye i am a disco dancer ye log kehte hain main tab bhi gaata tha jab bol paata nahin tha ye paanv mere to tab bhi thirakte the jab chalna aata nahin tha nagmon ki masti hai meri jawaani mein hai dance mere lahoo ki rawaani mein yahaan meri haar yahaan meri jeet yahi mere geet to jhoomo to naacho aao mere saath naacho gaao i am a disco dancer i am a disco dancer zindagi mera gaana main isi ka deewana to jhoomo to naacho aao mere saath naacho gaao i am a disco dancer hoye i am a disco dancer d se hota hai dance i se hota hai item s se hota hai singer c se hota hai chorus o se ochestra jawaani ek lehar hai jawaani ek nasha hai jawaani jiss pe aata hai wohi jaane ye kya hai do din ki hasti mein sadiyon ki masti hai bindaas baaghi jawaani dil pyaase milte hain aise jawaani mein jaise click here
hoooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hooo hooo hoo hooo hoo hooo hoo hoo i am in love you are in love he is in love she is in love i am in love you are in love he is in love she is in love koi hai aashique koi mehboob hai ye duniyaa khoob hai ye duniyaa khoob hai i am in love you are in love he is in love she is in love koi hai aashique koi mehboob hai ye duniyaa khoob hai ye duniyaa khoob hai i am in love you are in love he is in love she is in love kahin pe romeo juliet kahin raanjha kahin heer kahin shirin farhad ye naam sab ko hain yaad kahin pe romeo juliet kahin raanjha kahin heer kahin shirin farhad ye naam sab ko hain yaad ye naam sab ko hain yaad sab ko hain yaad sab ki kahaani dil se mansoob hai ye duniyaa khoob hai ye duniyaa khoob hai i am in love you are in love he is in love she is in love duniyaa se kya lena hai duniyaa ko chhodo yaaro duniyaa se kya lena hai duniyaa ko chhodo yaaro zulfon ki baaten karo honthon ke kisse chhedo zulfon ki baaten karo click here
hmmm lalalala uuuuuuu lalalalala uuuuuuu lalalalalalaalalaalalaalaa laaaaaaa aaa aaa aaaa kya hua kya nahin mujhko ye pata nahin kya hua kya nahin mujhko ye pata nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love kya hua kya nahin mujhko ye pata nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love hooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo ek to neend nahin aati neend agar aa jati hai sapnon mein bhi chain kahaan teri yaad satati hai hooo teri yaad satati hai hooo sach kehte hain log pyaar hai dil ka rog hey sach kehte hain log pyaar hai dil ka rog rog ye haye bura nahi ha ha dard ye bemaza nahin rog ye bura nahin dard ye bemaza nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love kya hua lalalaa kya nahi hahahaa mujhko ye pata nahin meri koi khata nahin aur hai kuchh ye nasha nahin i am in love i am in love hooo oooo oooo oooo oo oo mast baharon ka mausam aata yunhi kho jata pyaar jo hum click here
i know you like me you know i like you lets get together girl you know you want to i know you like me you know i like you lets get together girl you know you want to raat din aate jaate hoti hain sau mulaaqaten aage badhti hain baaten peechhe chhod de raaste mein hai tere aur bhi kitne chehre aaj phir apni aankhen unse jod le kho jaayega lamha ye kho jaayega mud ke naa phir aayega raahon mein usko rok le ho jaayega hoga jo ho jaayega you know you''re so hot you are on fire 1 2 3 4 mil gaye jo chora chori huyi masti thodi thodi bas pyaar ka naam na lena i hate luv stories mil gaye jo chora chori huyi masti thodi thodi bas pyaar ka naam na lena i hate luv stories i know you like me you know i like you lets get together girl you know you want to koi aas paas ho samjhe jo dil ki baat ko soche na aaj yaar voh kal ki baatein pal do pal ka saath ho phir na haathon mein haath ho bhule naa yaad aayein phir beeti raatein aankho se keh ke yeh sapnaa gaya hai subha ko jaage click here
laaaaa lala lala lala lala la laaaa laaa laaa lala lala lala lala laaa aaaa i love you you love me i love you you love me lo muhabbat ho gayi teri do aankhon mein teri do aankhon mein meri duniyaa kho gayi i love you you love me i love you you love me ye to pehli mulaaqat hai abhi shuru huye do fasaane abhi bane meet puraaneeee tera mera ajab saath hai abhi mile do anjaane abhi lage kehne do deewane i love you you love me i love you you love me lo muhabbat ho gayi i love you you love me kya hai kyun hai agar kuchh nahin bina piye nasha chhaa raha hai teri kasam mazaa aa raha hai humko tumko khabar kuchh nahin pata nahin kaun jaa raha hai pata nahin kaun aa raha hai i love you you love me i love you you love me lo muhabbat ho gayi teri do aankhon mein meri duniyaa kho gayi i love you you love me i love you you love me i love you you love me i love you you love me i love you you love me click here
da ru ta raaaaa tu ru ri rammmmm da ru ta raaaaa tu ru ri rammmmm i love you can''t you see my eyes i really do o please give me another another little chance haa dim dim dooba doo dooba dooba dim daaba dooba dooba da dim dooba dooba dooba dim dooba dooba dooba dooba dooba daa daaaa kya khushi kya ghum jab tak hai dam mein dam are aao kash pe kash lagaate jaao hey galiyon mein ghoomon sadkon pe jhoomon duniyaa ki khoob karo sair dabaa dabaa galiyon mein ghoomon sadkon pe jhoomon duniyaa ki khoob karo sair hare rama hare krishna hare rama hare krishna hare rama hare krishna hare rama hare krishna everybody i love you o my baby baby i really do o please please please give me another chance haa dim dim dooba dim dim dooba dim daaba daaba daaba daaa daba dad da dim dooba dim dooba dooba ba daba daba da daaaa haaan deewane hum jab tak hai dam mein dam are aao kash pe kash lagaate jaao haa gore ho yaa kaale apne hain saare duniyaa mein koi nahin gair daaba daaba daaa click here
ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you come shake my hand and love each other lets drink happyness in this world togethar this is the only through remember my brother this is the only through remember my brother ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you click here
teri chaahton ke jal se teri chaahton ke jal se bana hai dil mein sanam kuwaan kuwaan pyaar ka kuwaan kuwaan pyaar ka i wanna make love to you i wanna make love to you gawaara mujhko nahin aitraaz yaar ka aitraaz yaar ka rock me baby take me baby kiss me baby push me baby rock me baby take me baby push me baby rock me baby main na jaanun kaisi ye pyaas hai kyun chubhta har ehsaas hai aankhon mein chaahat ka khwaab hai har dhadkan kyun betaab hai teri khwaahishon ke dam se teri khwaahishon ke dam se khelenge hum sanam juwa juwa pyaar ka juwa juwa pyaar ka i wanna make love to you i wanna make love to you gawaara mujhko nahin aitraaz yaar ka aitraaz yaar ka rock me baby take me baby push me baby rock me baby rehna hai mushkil ab hosh mein aaja bhar loon tujhe aagosh mein tujhse ye kaisi laagi lagan seene mein jalti hai ik agan teri saanson ki mahek se teri saanson ki mahek se uth raha hai sanam dhuwaan dhuwaan pyaar ka dhuwaan dhuwaan pyaar ka i wanna make love to click here
ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye raat bhar karwat main badlon dard dil ka sahaa nahin jaaye neend meri aankhon se door door bhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala main hoon tere pyaar ki seema tu mera raahi matwala mere mann ki beena mein tere raag jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Husn Pahadon Ka Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:29 20568
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Mandakini
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:29   Song Number : 20568   

Husn Se Chaand Bhi Door Ki Awaz (1964) 03:26 13171
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 13171   

Husn Tera Ek Chhalakta Jaam Deedar (1970) 05:46 37038
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anjana, Premendra
Duration : 05:46   Song Number : 37038   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Husn Waalon Ko Na Dil Babul (1950) 03:33 12782
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 12782   

Huye Hain Tum Pe Aashiq Hum Mere Sanam (1965) 04:06 20522
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:06   Song Number : 20522   

Huye Hum Jinke Liye Barbad Deedar (1951) 04:14 13033
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 04:14   Song Number : 13033   

Huyi Shaam Unka Khayal Aa Gayaa Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:17 11911
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:17   Song Number : 11911   

Huzoor E Ala Page 3 (2005) 05:03 18871
 
Poster of Page 3 (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sandeep Nath
Music Director- 
Shamir Tondon
On Screen Actors- 
Atul Kulkarni, Hrishita Bhatt
Duration : 05:03   Song Number : 18871   

Huzoor Iss Kadar Masoom (1983) 03:49 20569
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Raag- 
Yaman
Duration : 03:49   Song Number : 20569   

Huzoore Wala Jo Ho Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:55 20570
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Anindita Menon
Duration : 05:55   Song Number : 20570   

I Am A Disco Dancer Disco Dancer (1982) 07:43 20572
 
Poster of Disco Dancer (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Vijay, Chorus
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Others
Duration : 07:43   Song Number : 20572   

I Am In Love Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 07:13 18340
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 07:13   Song Number : 18340   

I Am In Love Yudh (1985) 06:47 32295
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Tina Munim
Duration : 06:47   Song Number : 32295   

I Hate Luv Stories I Hate Luv Storys (2010) 04:46 17037
 
Poster of I Hate Luv Storys (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Imran Khan, Sonam Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 17037   

I Love You Barood (1976) 04:46 18498
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Reena Roy, Rishi Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 18498   

I Love You Hare Rama Hare Krishna (1971) 04:23 13319
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:23   Song Number : 13319   

I Love You Sangam (1964) 03:09 36792
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Vivian Lobo
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Raj Kapoor
Duration : 03:09   Song Number : 36792   

I Want To Make Love To You Aitraaz (2004) 05:12 36640
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 36640   

Ibteda E Ishq Mein Hum Hariyali Aur Rasta (1962) 04:36 20573
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:36   Song Number : 20573