MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ho baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ghar aa jaa pardesiiii tera des bulaye reeee iss gaon ki anpadh mitti padh nahin sakti teri chitthi ye mitti tu aa kar choome to iss dharti ka dil jhoome mana tere hain kuchh sapne par hum to hain tere apne bhoolne wale humko teri yaad sataye re ghar aa jaa pardesiii ve tera des bulaye reeeee panghat pe aayin mutyarein chham chaam payal ki jhankarein kheton me lehrayi sarson kal parson mein beete barson aaj hi aaja gatta hansta tera rasta dekhe rasta are chhuk chhuk gaadi ki siti aawaz lagaye re ghar aa jaa pardesiiiii tera des bulaye reeeee hmm hmm hmm hmm hmm hmm haathon mein pooja ki thaali aayi raat suhaagon waali hoo chand ko dekhun haath main jodun karwa chauth ka vrat main todun tere haath se pi kar pani daasi se ban jaun rani aaj ki raat jo maange koi wo paa jaaye re click here
ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya mora jiyaa dhak dhak re chamke bijuriya ghar aaja ghir aaye suna suna ghar mohe dasne ko aaye re suna suna ghar mohe dasne ko aaye re khidki pe baithi baithi saari rain jaaye re tap tap sunat main to bhayi re baawariya ghar aaja ghir aaye kasmas jiara kasak mori suni re kasmas jiara kasak mori suni re piyasi piyasi akhiyon ki galiyaa hai suni re jaane mohe laagi kis bairan ki nazariya ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya mora jiyaa dhak dhak re chamke bijuriya ghar aaja ghir aaye click here
ghar aaya mehmaan koi jaana naa pehchaan bane baalma ho bada jaalmaa ho bada jaalmaa pehle nainan mein phir mann mein aayaaaaaaa chaandani mere jeevan mein laaya hoo hooo ooooo oooo oooo ooooo chanda ki khidki se dekhe wo ghoor khada door jiyaa choor mohe chhede hairaan kare maan beimaan bane baalmaa ho bada jaalmaa ho bada jaalmaa ooooo ooooo oooooo ooooo kare natkhat ishaaron mein batiyaan hooo kare natkhat ishaaron mein batiyaan jiya dhadke mora jiya dhadke mora phadke ankhiyaan hoooo ooooo ooooo ooooo phadke ankhiyaan hooo hooo ooooo oooo oooo ooooo laage naa manvaa pe birhaa kaa teer bahe neer uthe peer kahin jaaye naa jaan main naadaan wo anjaan bane baalmaa ho bada jaalmaa ho bada jaalmaa click here
ghar aaya mera pardesi pyaas bhujhi meri ankhiyan ki tu mere mann ka moti hai inn naiynan ki jyoti hai yaad hai mere bachpan ki ghar aaya mera pardesi ab dil tod ke mat jaana roti chhod ke mat jaana kasam tujhe mere ansuwan ki ghar aaya mera pardesi click here
ghar jaayegi tar jaayegi ho doliyaan chad jaayegi hoo hoo hoo ghar jaayegi tar jaayegi ho doliyaan chad jaayegi hoo hoo mehndi lagaaye ke re kaajal sajaaye ke re dulhaniyaa mar jaayegi hooo dulhaniyaa mar jaayegi dheere dheere le ke chalna aangan se nikalnaa koi dekhe naa dulhan ko gali mein hooo ankhiyaan jhukaaye huye ghunghataa giraaye huye mukhdaa chhupaaye huye chali main jaayegi ghar jaayegi tar jaayegi hoo ghar jaayegi tar jaayegi hoo doliyaan chad jaayegi hoo hooo ooooo mehndi lagaaye ke re kaajal sajaaye ke re dulhaniyaa mar jaayegi hoo hooo ooooo dulhaniyaa mar jaayegi mehndi mehndi kheli thi main teri hi saheli thi main tune jab kusum ko chuna tha hoo ooo tune mera naam kabhi aankhon se bulaaya nahin maine jaane kaise suna tha jaayegi ghar jaayegi lala la hoo ghar jaayegi tar jaayegi hoo doliyaan chad jaayegi hoo hooo ooooo mehndi lagaaye ke re kaajal sajaaye ke re dulhaniyaa mar jaayegi hoo hooo ooooo dulhaniyaa mar jaayegi click here
ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai ye watan bhi mera meharbaan ho gaya ye watan bhi meraa meharbaan ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ghar ki murgi daal barabar kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa jo koi door tha paas wo aa gaya jo koi door tha paas wo aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar click here
Ghar Se Be Ghar click here
ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye hamsafar koi to ho waqt ke veerane mein hamsafar koi to ho waqt ke veerane mein sooni aankhon mein sooni aankhon mein koi khwaab sajaaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye roshani ki bhi hifazat hai ibaadat ki tarah roshani ki bhi hifazat hai ibaadat ki tarah bujhte sooraj se bujhte sooraj se charagon ko jalaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye ghum akela ho to saanson ko satata hai bahut ghum akela ho to saanson ko satata hai bahut dard ko dard ka dard ko dard ka hamdard banaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote click here
hmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi aaaaaaaaaaaa maasoom chehra neechi nigaahen bholi si ladki bholi adaayen na apsaraa hai na wo pari hai lekin ye uski jaadugari hai deewaana kar de wo ek rang bhar de wo sharma ke dekhe jidhar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaa karta hoon uske ghar ke main phere hasne lage hain ab dost mere sach keh raha hoon uski kasam hai main phir bhi khush hoon bas ek ghum hai jise pyaar karta hoon main jispe marta hoon usko nahin hai khabar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaaaaaa ladki hai jaise koyi paheli kal jo mili mujh ko uski saheli maine kaha usko jaake ye kehna achchha nahin hai yun door rehna kal shaam click here
ghata ghanghor ghor ghata ghanghor ghor mor machaawe shor more sajan aaja aaa aaja more sajan aaja aa ghata ghanghor ghor mor machaawe shor more sajan aaja aaa aaja more sajan aaja aa ek mauj ka naam jawaani eit aave ut jaave ek mauj ka naam jawaani eit aave ut jaave mauj mein mauj na li jisne wo phir paache pachhtaawe mauj mein mauj na li jisne wo phir paache pachhtaawe bada dukh deve jiya bada dukh deve jiya maane na haaye piya haaye bada dukh deve jiya maane na haaye piya maane na haaye piya ye samjha ja aaja ye samjha ja ghata ghanghor ghor mor machaawe shor more sajan aaja aaa aaja more sajan aaja aa kab lag phiru khoj mein teri piya khoye khoye kab lag phiru khoj mein teri piya khoye khoye jo laagi na jaane meri unka bhala na ho re jo laagi na jaane meri unka bhala na ho re phirun main dwaare dwaare phirun main dwaare dwaare do nainva ke maare haaye phirun main dwaare dwaare do nainva ke maare do nainva ke maare mukh dikhla ja aa ja mukh dikhla ja ghata click here
hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa aaaaaaaaaa hmmm hmmmm hmmm ghayal hiraniya main ban ban dolun ghayal hiraniya main ban ban dolun kiska laga baan kiska laga baan mukh se na bolun ghayal hiraniya mud ke jo dekhun to bachpan bulaaye bulaaye eeeee mud ke jo dekhun to bachpan bulaaye palkon mein lekin koi muskuraaye jee ko dukhaun ke pee sang ho loon ghayal hiraniya main ban ban dolun aa aa aa aa ho ho ho ho mm mm mm mm la la la laa pa pa ni pa pa sa pa pa re ma dha pa sa dha re ma pa sa sa sa sa sa ga re sa ga re sa ga re ma ga re sa ni dha pa ma ga ga re sa ni dha pa ma ga re ma dha ni sa ga re sa aaaa aaaa jab se ye naina balam sang laage ye naina balam sang laage jab se ye naina balam sang laage dukh sukh mere man mein ik sang jaage pal mein hansun pal mein naina bhigo loon ghayal hiraniya main ban ban dolun kiska laga baan kiska laga baan mukh se na bolun ghayal hiraniya gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha ghayal hiraniya ban ban click here
ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare rang bhare ras bhare pyaare pyaare rang bhare ras bhare pyaare pyaare ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare chali nashe mein choor hawaayein masti se bharpoor hawaayein chali nashe mein choor hawaayein masti se bharpoor hawaayein machal machal kar bijli chamke machal machal kar bijli chamke jyun naina matvaare ghir ghir aaye badarwa kaare chaaron or hai khushi ka mela raha na jaaye aaj akela chaaron or hai khushi ka mela raha na jaaye aaj akela baar baar mera man soona baar baar mera man soona kis ko aaj pukaare ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare click here
ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ahaa ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala haa taangen thakengi yaaro tange main aao taangen thakengi yaaro tange main aao garmi badi hai pyaaro paidal na jao hoga gulabi rang kala gulabi rang kala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ha haa bachna o jaane waale main tujh pe waari bachna o jaane waale main tujh pe waari takra na jaye kahin shahi sawari rota phirega ghar wala phirega ghar wala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala mehnat majoori karun jhukna na janun mehnat majoori karun jhukna na click here
koi kaise unhen ye samjhaye sajaniya ke mann mein abhi inkaar hai jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain dheere dheere jatan karne se dulhaniya ke khulte hriday ke dwaar hain jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaa baalon mein baandh ke gajra lagaana nazdeek aane ka hai bahaana sab jaan ke bhi chhaliya ke chhal se mushkil hai bach paana hoo ankhiyon se thug ke bharna woh jaane batiyon se jurmaana haan jo main tokun kaha na mera maane bhvon ko aise taane behas bekaar hai jaane balma ghodey pe kyon sawaar hain jaane balma ghodey pe kyon sawaar hain koi kaise unhen ye samjhaye sajaniya ke mann mein abhi inkaar hai jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain aaaa aaaa aaaaa aaaaa la la la la la ra la la la la la aaa aa aa aa aaaa click here
ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara ek ik chhokari pholoon ki tokari bolaa dil thaam ke main haara haara yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi miya bibi raazi to kyaa karega kaazi sadaa phoole phale donoon ka pyaar ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi shaadi ki masti lagti hai sasti padti hai mahangi bhi kabhi kabhi ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein nanhe click here
ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala mere band mein dhol bajaate the shri raj kapoor sach kehta hoon duniya waalo karta nahin guroor baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala asha bhosle aur rafi ke tum sab ho deewaane ab lacche ambaale waali aayi band bajaane baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aayi hoon main baabu roos cheen england are india waalo maje udaalo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala burman shankar jai kishan o p naiyyar naushaad ye sab hain shagird mere jaani inka ustaad baajewaala click here
ho iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli jeena uska jeena hai jo hanste gaate jee le zulfon ki ghanghor ghata mein nain ke saagar pee le jeena uska jeena hai jo hanste gaate jee le zulfon ki ghanghor ghata mein nain ke saagar pee le jo karna hai aaj hi kar lo kal ko kisne dekha aayi hai rangeen bahaaren le ke din rangeele ho iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat iss duniyaa mein jeena ho to sun lo meri baat ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli ghum chhod ke manao rang reli aur maan lo jo kahe kiti keli main albeli chingaari hoon naachun aur lehraaun daaman daaman phool khilaun aur khushiyaan barsaaun main albeli chingaari hoon naachun aur lehraaun daaman daaman phool khilaun aur khushiyaan barsaaun duniyaa waalon tum kya jaano jeene ki ye baaten aao meri mehfil click here
ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana click here
ghum e dil kis se kahun koi bhi gamkhaar nahin hain sabhi gair yahan jakhm e dil ki yeh jalan kabil e izhaar nahin chubhta rahna hai yahan silsila toot gaya pyaar ke afsaanon kaa ho gaya khaak chaman tinke bikhara ke gayi woh ek pur julm hawa rah gaye ghum ke nishan ghum e dil kisse kahun koi bhi gamkhaar nahin hain sabhi gair yahan aaj ashqon mein bahe jaate hain toote sapne aur yeh daur e sitam kisse fariyad kare kaun sune dil ki zubaan hai yeh bedard jahaan ghum e dil kisse kahun koi bhi gamkhaar nahin hain sabhi gair yahan click here
ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana chali aati qayaamat anjuman mein chali aati qayaamat anjuman mein gulon ko aag lag jaati chaman mein alag baitha alag baitha koi mastaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana jo dekha hai suna hai zindagi mein jo dekha hai suna hai zindagi mein wo banke dard reh jaata naa jee mein fakat ik khaab fakat ik khaab ik afsaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana usi deewangi mein bekhudhi mein usi deewangi mein bekhudhi mein naa khulti aankh saari zindagi mein sadaa gardish mein sadaa gardish mein ik paimaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghar Aa Jaa Pardesi Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 07:32 20475
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:32   Song Number : 20475   

Ghar Aaja Ghir Aaye Chhote Nawab (1961) 03:39 12985
 
Poster of Chhote Nawab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amita
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:39   Song Number : 12985   

Ghar Aaya Mehmaan Koi Uran Khatola (1955) 03:16 14372
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:16   Song Number : 14372   

Ghar Aaya Mera Pardesi Awara (1951) 02:12 20476
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:12   Song Number : 20476   

Ghar Jaayegi Tar Jaayegi Khushboo (1975) 03:00 20477
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:00   Song Number : 20477   

Ghar Ki Murgi Daal Barabar Street Singer (1966) 03:13 11236
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:13   Song Number : 11236   

Ghar Se Beghar Samay Ki Dhara (1986) 07:59 40026
 
Poster of Samay Ki Dhara (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Jugal Kishore, Tilak Raj
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 07:59   Song Number : 40026   

Ghar Se Masjid Tamanna (1996) 07:48 19220
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Paresh Rawal
Duration : 07:48   Song Number : 19220   

Ghar Se Nikalte Hi Papa Kahte Hain (1996) 07:24 12227
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj
Duration : 07:24   Song Number : 12227   

Ghata Ghanghor Ghor Mor Machawe Shor Tansen (1943) 03:13 36971
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Khemchand Prakash
Singer- 
Khursheed
On Screen Actors- 
Khursheed, Kundan Lal Saigal, Nagendra
Raag- 
Sarang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 36971   

Ghayal Hiraniya Munimji (1955) 04:29 39199
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:29   Song Number : 39199   

Ghir Ghir Aaye Badarwa Kaare Dak Babu (1954) 03:06 40940
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dhani Ram
Duration : 03:06   Song Number : 40940   

Ghoda Pishori Mera Pyar Ka Bandhan (1963) 04:12 37005
 
Poster of Pyar Ka Bandhan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dhumal, Helen
Duration : 04:12   Song Number : 37005   

Ghodey Pe Sawaar Qala (2022) 03:12 20043
 
Poster of Qala (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Tripti Dimri
Duration : 03:12   Song Number : 20043   

Ghodi Pe Ho Ke Sawaar Ghulam Begum Badshah (1973) 05:00 11811
 
Poster of Ghulam Begum Badshah (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 11811   

Ghoom Ke Aaya Hoon Main Bandhu Basant (1960) 04:39 40514
 
Poster of Basant (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 04:39   Song Number : 40514   

Ghum Chhod ke Manao Gumnaam (1965) 04:52 13297
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:52   Song Number : 13297   

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Ghum E Dil Kis Se Kahun Bhool Na Jana (1965) 04:06 36029
 
Poster of Bhool Na Jana (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hariram
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:06   Song Number : 36029   

Ghum E Hasti Se Bas Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:21 14393
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 14393