MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main manaun bhala kis tarha aapko mere roothe huye meherbaan aap hain husn ki ye kali jis chaman mein khili us chaman ke aji bagbaan aap hain ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye aaj ke roz hi aap aur hum mile par mulaqat kitni purani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap ki hi likhi ek taqdeer hoon aap ka rang hai aap ka roop hai aap ka rang hai aap ka roop hai aap ki hi banayi main takdeer hoon mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye ek din aap ko main to paida huyi thi sharifon ke ghar main to paida huyi thi sharifon ke ghar is sharafat ko ilzaam kisne diya nek aurat hoon main banda parwar mujhe nek aurat hoon main banda parwar mujhe phir tawayaf ka ye naam kisne click here
ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari de ke aawaaz thakaaaaa oooooo oooooo de ke aawaaz thaka mann dukhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya phir wohi raat kathin chhup gaye taare phir wohi raat kathin chhup gaye taare abhi se bujhne lage deep humaare door badi door saveraaaa door badi door ujaalaaa door badi door savera door badi door ujaala door hai aashaaon ka phool kinara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na click here
ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol duje ke honton ko dekar apne geet koi nishani chhod phir duniya se dol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol laa laa lal la laa laa laa lal la laa anhoni path mein kaante laakh bichhaye honi to phir bhi bichhada yaar milaye anhoni path mein kaante laakh bichhaye honi to phir bhi bichhada yaar milaye ye birha ye doori do pal ki majburi phir koi dilwala kaahe ko ghabaraaye tarum pum dhara jo behti hai milke rehti hai behti dhara ban jaa phir duniya se dol ik din bik jayega maati ke mol jag mein reh jayenge pyare tere bol laa laa lal la laa laa laa lal la laa laa laa lal la laa parde ke peechhe baithi saanwal gori thaam ke tere mere mann ki dori parde ke peechhe baithi saanwal gori thaam ke tere mere mann ki dori ye dori na chhoote ye bandhan na toote bhor hone waali hai ab raina hai thodi tarum pum sar ko click here
so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani sanan sanan pawan kahe so jaa milega tujhko koi naya khilona hooo magan magan sapan me gum ho jaa milega duja sathi koi salona din kal kaa naya din hoga phir kaisi yeh pareshani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani nikalenge abhi bahut jiya ke arman jivan sara abhi pada hai hooo tukur tukur nayan liye naa ho re hairan upar wala bahut bada hai phir kahe tu pada jage ankhiyon me ho liye pani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani ek din hasana ek din rulana jivan ki reet purani phir teri palaken kahe ko chhalaken so jaa re neend suhani hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmmmm click here
ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho kabhi main kahoon zara sun to lo kabhi tum kahon ab keh bhi do kabhi main kahoon tumhe nazneen kabhi tum kahon mujhe hamnashin kabhi main kahoon suno mehjabin nahi tum bin mujhko chain kahin phir tum kahon ke tumhe hai yakin phir main kahoon ke mujhe pyar hai tumse ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho kabhi main kahoon zara sun to lo kabhi tum kahon ab keh bhi do kabhi main kahoon tumhe nazneen kabhi tum kahon mujhe hamnashin kabhi main kahoon suno mehjabin nahi tum bin mujhko chain kahin phir tum kahon ke tumhe hai yakin phir main kahoon ke mujhe pyar hai tumse ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho mausam ki baat raahon ki baat click here
ek din sapne mein dekha sapna arre woh jo hai na amitabh apna haan market se out hua logon ko doubt hua meri vajah se woh gaya gaya gaya gayaa kismat toh badali kya kahun really main amitabh ho gaya ho sapne mein dekha sapna di di di ayiii hi hi du du du ou hu hu di di di ayiii hi hi dayen mein hema bayen pe zeenat saamne rekha pichhe jo dekha dayen mein hema bayen pe zeenat saamne rekha pichhe jo dekha ratna khadi thi haath mein chhadi thi dekhte dekhte main bhag raha tha dekha main jaag raha tha ho sapne mein dekha sapna haan ek din sapne mein dekha sapna arre woh jo hai na mister pele apna kehte khiladi hai bada anadi hai mere saath match ho gaya gaya gaya gaya sapne mein dekha sapna ho sapne mein dekha sapna ek din chhoti si dekhi sapni woh jo hai naa lata apni lata ga rahi thi main table pe tha woh mukhde pe thi main antare pe tha taal kahaan sum kahaan tum kahaan hum kahaan taal kahaan sum kahaan tum kahaan hum kahaan sapne mein dekha sapna ho sapne mein click here
ek din tum bahut bade banoge ek din chaand se chamak uthoge ek din will you forget me then how i can tell me how i can ek din tum bahut bade banoge ek din chaand se chamak uthoge ek din will you forget me then how i can tell me how i can maan lo kahin ki shehzaadi baithi ho tumhaare liye aankhen bichhaaye aur usse ye zidd ho ki wo shaadi kisi se na karegi tumhaare sivaaye will you forget me then yes i can if only you can ek din le gaya tumhe jo koi ajnabi gair ki jo ho gayi ye zindagi will you forget me then gentleman oh no gentleman saans saans mein tumhaari khushboo kis tarah jiyunga bolo tumko bhulaake dil pe jaan pe kar chuki ho jaadu jaanti ho poochhati ho phir bhi sata ke will you forget me then gentleman sorry gentleman la lala la lala la lala la lalalala la lala la lala lalalalala la lala la la lala hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen click here
heyyyyyyyy hooo hooo hooo hoooo hooooo hoooo hooo hoooo hoooo ek do teen chaar paanch chhe aur saat are ek do teen chaar paanch chhe aur saat saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath are saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath hey ek do teen chaar paanch chhe aur saat saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath gayi gayi o gayi gayi gayi neeli jiski saadi nikli badi anadi reh gaye chhe khiladi gayi gayi gayi gayi gayi neeli jiski saadi nikli badi anadi reh gaye chhe khiladi ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat are ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat chhe saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath ayeeee gayi o gayi o gayi gayi gayi teekhi jiski ankhiyaan meethi jiski batiyaan reh gayi paanch hi sakhiyaan gayi o gayi o gayi gayi gayi teekhi jiski ankhiyaan meethi jiski batiyaan reh gayi paanch hi sakhiyaan ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat are ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat paanch saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath click here
ek do teen chaar aur paanch chheh aur saat aath aur nau ek jagah sab rehte the jhagde the par unmein sau ek do teen chaar aur paanch chheh aur saat aatth aur nau ek jagah sab rehte the jhagde the par unmein sau nau ne kaha aatth kya are chhote ka thaat kya aatth hansa saat pe uff teri zaat pe saat ye bola chheh se tu hansa kaise nau ne kaha aatth kya chhote ka thaat kya aatth hansa saat pe uff teri zaat pe saat ye bola chheh se tu hansa kaise akad akad ke bigad bigad ke jhagda jhanjhat khitkhit karke sabne sabko phatkaara reh gaya sab ka munh takta sabse chhota ek bechara ek bichara tanha tanha phirta tha aawaara sa sifar mila use raste mein beqeemat nakaara sa ek bichara tanha tanha phirta tha aawaara sa sifar mila use raste mein beqeemat nakaara sa ek ne puchha tum ho kaun usne kaha main siraf sifar ek ne socha main bhi kya sabse chhota aur kam kadd mil gaye donon ho gaye dass chamka qismat ka taara ek ko jab das bante dekha sab ne sifar ko roka toka nau ne pyaar click here
bam chik chik bam chik bam bam bam chik chik bam ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum hum sab hain taale tu sab ki chaabi hum sab hain taale tu sab ki chaabi hum se na rootho maan jaao maan jaao oo bhabhi ek doosre se hain sharmsaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum iss ghar ke iss ghar ke darwaaje pe likha hai iss ghar ke darwaaje pe likha hai ek sota hai to ek jaagta hai ek sota hai to ek jaagta hai ek doosre ke hain pehredaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum ek doosre se karte click here
teri dharohar teri nishaani liye phiron main bani deewaani bhulane wale kabhi to aaja ki teri ganga hai pani pani ki teri ganga hai pani pani ek dukhiyari hhhoooo ek dukhiyari kahe baat yeh rote rote ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote hoooo ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote dharti par utari thi lekar kitna paawan pani hhoo iss mein nahaye kaami krodhi lobhi khal agyani laayi doodh jaisi dhara gaya swarg se utara iski boondon mein hai jeevan iski lehron mein kinara nadi aur naari hooo nadi aur nari rahe auron ka kalank sar dhote ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote ooooo ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aatma hai ik sachcha heera kaaya hai ek theli oooo heere ko mat jhootha kehna theli dekh ke maili koi tane mat maaro iski aarti uttaro devi keh ke pukaro mann ki aankhon se nihaaro karo rakhvari hoooo karo rakhvari is click here
ek ek aankh teri ek ek aankh teri sawa sawa laakh di kaali kaali akhiyon mein bijli chamakti ye zulfen hain ho ye zulfen hai baadal kaale mere dil pe barasne waale teekhe teekhe balma ne teekhe teekhe balma ne dekha hans hans ke pyaar waala jaal tha nigahen gayi fans re na aur koi haye na aur koi mujhko chura le mujhe rakhna laga ke taale laal laal gaal pe jo dekh liya til re gore gore kadmon mein phenk diya dil re laal laal gaal pe jo dekh liya til re gore gore kadmon mein phenk diya dil re hans ke utha lungi ye pyaar waala dil re meri hi ye cheez thi jo mujhe gayi mil re hans ke utha lungi ye pyaar waala dil re meri hi ye cheez thi jo mujhe gayi mil re mujhe gayi mil re ek ek aankh teri sawa sawa laakh di kaali kaali akhiyon mein bijli chamakti ye zulfen hain ho ye zulfen hai baadal kaale mere dil pe barasne waale duniya mein aashiqon ka pehla ye asool hai aashiqi mein duniya se darna fizool hai duniya mein aashiqon ka pehla ye asool hai aashiqi mein duniya se click here
ek ek do do teen teen char char ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char chaar baar marenge ek baar ginenge aise nahin chhodenge dant tere todenge are yeeee chaar baar marenge ho ho ho ek baar ginenge ho ho ho aise nahin chhodenge ho ho ho dant tere todenge ho ho are yeee ye ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char are pani puri are bhel puri ari o petis ragda yaad aayengi naani tujhko haath padega tagda are pani puri are bhel puri ari o petis ragda yaad aayegi naani tujhko haath padega tagda are yeeee ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char chaar baar marenge ek baar ginenge aise nahin chhodenge ho ho ho dant tere toden ho ho ho are yeee ye ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char teri surat buri teri seerat buri buri hai niyat teri utni hi kam hogi jitni karen murammat teri teri surat buri teri seerat buri buri hai niyat teri utni hi kam hogi jitni karen murammat teri are click here
hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek kaa naam chanda ek kaa naam chakori inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja chaandani raaton mein baaton baaton mein chaandani raaton mein bas ye donon samaa gaye ek duje ki aankon mein chaandani raaton meinnnnnn wo bhi paagal premi ye bhi prem deewani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja guzri kuchh raaten ban ke baaraten guzri kuchh raaten door hi door se kiye ishaare kar le jee ki baaten guzri kuchh raatennnnnn mann ke meet ko de di apni neend nishani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja phir wo din aaya sab ne samjhaaya phir wo din aaya dekho dharti gagan nahin milte kyun dhokha khaaya phir wo din aayaaaaa jhoothi aas lagaayi sachchi baat naa maani inn donon ke pyaar ki sunaaun main click here
tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne ghar ka banaana koi aasaan kaam nahin duniyaan basaana koi aasaan kaam nahin dil mein wafaayein hon to tufaan kinaara hai bijli humare liye pyaar ka ishaara hai tan mann lutaaunga o o o o tere ghar ke saamne o o o duniyaan basaaunga o o tere ghar ke saamne ek ghar banaunga tere ghar ke saamne kehte hai pyaar jise dariyaan hai aag ka ya phir nasha hai koi jeevan ki raag ka dil mein jo pyaar ho to aag bhi phool hai sachchi lagan jo ho to parbat bhi dhool hai taare sajaaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne kaanton bhare hain lekin chahat ke raaste tum kya karoge dekhein ulfat ke waaste ulfat mein taaz chhute yeh bhi tumhein yaad hoga ulfat mein taaz bane yeh bhi tumhein yaad hoga main bhi kuchh banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar click here
oo ooo kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans gharse jaata nikal roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans ghar se jaata nikal sandhya hote eeee sandhya hote ghar ko aata jhoom jhoom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil chanda hanstaa aaaa chanda hansta donon ke mukh choom choom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar kaun tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda thi unki click here
ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai paaon ke tale kabhi dil padaa mile agar choom kar uthaiye khoob dekh bhaal kar khoob dekh bhaal kar jo koi poochh le to kya raah se uthaaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai chali gayi jo manchali pukarunga gali gali woh leke meri zindagi chali chali udhar chali woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaaya hai woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai hey he hey he he aa aa aa ho ho ho teri neeli aankhon ke bhanwar bade haseen hain doob jaane do mujhe yeh khwabon ki zameen hai yeh khwabon ki zameen hai utha do apni palkon ko click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya muddaton se aarzoo thi zindagi mein koi aaye sooni sooni zindagi mein koi shamma jhilmilaye wo jo aaye to roshan zamaana ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya mere dil ke kaarvan ko le chala hai aaj koi shabnami si jiski aankhen thodi jaagi thodi soyi unko dekha to mausam suhaanaa ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya click here
pehli nazar mein pyaar hua yun laga dil ruk sa gaya sun na saka kuchh keh na saka wo khaab nazar se ojhal hua haan ek haseena deewana kar gayi mujhko o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar uff ye teri jawaani chamka hai jaise moti aati na tu agar jo mehfil jawaan na hoti uff ye teri jawaani chamka hai jaise moti aati na tu agar jo mehfil jawaan na hoti jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar haan ek haseena deewana kar gayi mujhko o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan dil mein leke tufaan aayi hoon tujhse milne seene se lag ke tere phoolon ki tarah khilne dil mein leke tufaan aayi hoon tujhse milne seene se lag ke tere phoolon ki tarah khilne click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Din Aapko Yaad Thi Sharafat (1970) 05:50 32980
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 32980   

Ek Din Aur Gaya Door Ka Rahi (1971) 05:17 38879
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Manna Dey
Duration : 05:17   Song Number : 38879   

Ek Din Bik Jayega Mati Ke Mol Dharam Karam (1975) 05:33 13068
 
Poster of Dharam Karam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 13068   

Ek Din Hasaana Benaam (1974) 06:02 16210
 
Poster of Benaam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:02   Song Number : 16210   

Ek Din Kahin Aur Pyar Ho Gaya (1997) 07:03 12753
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 07:03   Song Number : 12753   

Ek Din Sapne Mein Golmaal (1979) 03:45 37801
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 03:45   Song Number : 37801   

Ek Din Tum Bahut Bade Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 04:03 32062
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta, Others
Duration : 04:03   Song Number : 32062   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Ek Do Teen Chaar Sanjog (1971) 03:27 16474
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 16474   

Ek Do Teen Char Kagaz Ke Phool (1959) 04:34 14348
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:34   Song Number : 14348   

Ek Doosre Se Karte Hum (1991) 04:36 13346
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:36   Song Number : 13346   

Ek Dukhiyari Kahe Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:56 32505
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mandakini
Duration : 05:56   Song Number : 32505   

Ek Ek Aankh Teri Mitti Mein Sona (1960) 03:33 20563
 
Poster of Mitti Mein Sona (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:33   Song Number : 20563   

Ek Ek Do Do Mawaali (1983) 05:07 37439
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:07   Song Number : 37439   

Ek Gagan Ka Raaja Darpan (1970) 06:17 13024
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:17   Song Number : 13024   

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:30 20437
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 20437   

Ek Hans Ka Joda Lajwanti (1958) 05:28 32972
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nargis
Duration : 05:28   Song Number : 32972   

Ek Haseen Nigaah Ka Maya Memsaab (1993) 05:10 37310
 
Poster of Maya Memsaab (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Deepa Sahi
Duration : 05:10   Song Number : 37310   

Ek Haseen Shaam Ko Dil Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:47 20438
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 20438   

Ek Haseena Deewana Kar Gayi Kabhie Ajnabi The (1985) 06:29 39981
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Duration : 06:29   Song Number : 39981