ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya pathar ko humne aankh ka taara samjh liya ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya apna hi tha kusoor jo toofan mein hil gaye apna hi tha kusoor jo toofan mein hil gaye ik mauj thi ke jiss ko kinaara samjh liya pathar ko humne aankh ka taara samjh liya jaadu bhari nigaah ke dhoke mein aa gaye jaadu bhari nigaah ke dhoke mein aa gaye bhoole se apne dil ko tumhara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya
Ek Bewafaa Ko
Ajeeb Ladki (1952)

Agha, Jayant, Kukku Saigal, Naseem, Rahman, Shashi Kala, Shyam Kumar