MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya phir nayi mastiyaan saath le kar muskuraate nazaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aye bahaaron tumhaari kahaani ab meri daastaan ho gayi hai ab meri daastaan ho gayi hai mil gayi phir mujhe meri manzil main haseen yaadgaaron mein aaya main haseen yaadgaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera gungunaane lagi hai fizaayen phir hawaaon ne nagma bakhera phir hawaaon ne nagma bakhera saaz phir chhid gaye zindagi ke rang phir dil ke taaron mein aaya rang phir dil ke taaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj ki bekhudi kya bataaun click here
aaj unse pehli mulaqaat hogi phir aamne saamne baat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar aaj unse pehli mulaqaat hogi phir aamne saamne baat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar andekha anjaana mukhda kaisa hoga na jaane wo chaand ka tukda kaisa hoga are andekha anjaana mukhda kaisa hoga na jaane wo chaand ka tukda kaisa hoga milte hi unse nazar haaye dil mein ik beqaraari si din raat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar aaj unse pehli mulaqaat hogi baithe honge raste pe wo aankhen bichhaye har aahat pe sochte honge saajan aaye baithe honge raste pe wo aankhen bichhaye har aahat pe sochte honge saajan aaye kya haal hoga wahaan kuchh na poochho dil mein umangon ki baarat hogi phir hoga kya kya pata kya khabar phir hoga kya kya pata kya khabar khul ke hongi tanhaayi mein dil ki baaten pyaase tan mann pe hongi rim jhim barsaaten khul ke hongi tanhaayi mein dil click here
aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye sehmi nazar badli adaa aaj hai har andaaz naya dil ki lagi chhup naa saki raaz ye aakhir khul hi gaya rang badal kar kidhar chali ho badan samete nazar churaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye mehki hawaa behki ghata ye aalam ye madhoshi chup naa raho kuchh to kaho tod bhi do ye khaamoshi ye mausam ye ghadi milan ki roz kahaan jeevan mein aaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye dil ko mere mil hi gaya saathi pyaar ki raahon ka saath click here
aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar zarron mein bhi hai roshni le ke tu mujhko aa gayi aye zindagi kahaan aye zindagi kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se dil mein bhi hai surror sa aankhon mein bhi hai noor sa shamma jali kahaan shamma jali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan raahon mein meri phool hain taaren meri nighaah mein ab naa click here
aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo tum pe hazaron ki aankhen chaahiye tumko sahara ooooooo palkon mein aao chhupa loon naazuk tan hai tumhara o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo mera khayaal tujhe hai maine abhi yahi jaana oooooooo sachcha hai pyaar ke jhoota ye hai mujhe aazmaana o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja dekhoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo rakhna tha dil pe hamaare click here
aa uhun aaja nahin abhi nahin abhi nahin aa uhun aaja aaja nahin abhi nahin abhi nahin teri na na mein haan ka maza hai umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi aa aha aaja aaja aha abhi nahin abhi nahin teri na na mein haan ka maza hai umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi o zalim tarsaati ja tadpenge tadpaati ja nadi kinaare kab tak pyaasa khada rahun samjhati ja o zalim tarsaati ja tadpenge tadpaati ja nadi kinaare kab tak pyaasa khada rahun samjhati ja umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi aa aha aaja aaja ahan abhi nahin abhi nahin teri naa na mein haan ka maza hai umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi akhiyon ko takraane do dil aaye to aane do sabar ka daman chhoote na pyaar jawan ho jaane do akhiyon ko takraane do dil aaye to aane do sabar ka daman chhoote na pyaar jawan ho jaane do umar padi hai jaldi kya hai abhi nahin kabhi sahi aa aha aaja aaja nahin abhi nahin abhi nahin teri na na mein haan ka maza hai umar click here
oooo oooo ooo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja rokte hain duniya waale pyaar ke yeh raaste rokte hain duniya waale pyaar ke yeh raaste mushkilen hi mushkilen hain do dilon ke waaste majboor mera pyaar hai majboor majboor ooo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja tod sakta hai agar duniya ke bandhan tod de tod sakta hai agar duniya ke bandhan tod de pyaar karne waale is duniya se darna chhod de aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja pyaar ki taqdeer mein likhi hain yeh majbooriyaan pyaar ki taqdeer mein likhi hain yeh majbooriyaan haai yeh majbooriyaan yeh do dilon ki dooriyan majboor mera pyaar hai majboor majboor o oo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja majboor mera pyaar hai majboor majboor click here
yaa yaa yaa yaa aaja chhaaye kaare badra chham chham barse nain kajraare chham chham barse nain kajraaa aaja chhaaye kaare badra chham chham barse nain kajraare chham chham barse nain kajraaa mann ke mere mor pyaare pukaarun tujhe morni banke main mann ke mere mor pyaare zara dekho kaise chalun tann ke main mohe paagal mohe paagal banaayen ye hawaayen ye ghataayen re piya ya ya ya ya ya ya yaa aaja chhaaye kaare badra chham chham barse nain kajraare chham chham barse nain kajraaa kaise rahoon main akeli bhatakti phirun main teri kaamini kaise rahoon main akeli daraaye badarwa hanse kaamini mere tann ko mere tann ko jalaayen ye hawaayen ye ghataayen re piya ya ya ya ya ya yaa click here
Aaja O Jane Jaan Mere click here
oooo more sajnaa dhoondun kahan tera nishaan tujhko pukaare mere dil ka jahan aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja ye hawaayen bheegi bheegi yeh haseen haseen nazaare mere saath kar rahe hain tera intezaar pyaare tera intezaar pyaare bas ik jhalak dikha de aankhon mein pyaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane dil hi mein reh na jaaye kahin pyaar ke fasaane kahin pyaar ke fasaane mere chaman mein aa jaa phir se bahaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja lehron zara bata do kab aayegi wo naiyya baitha hua hai jis mein mere pyaar ka khiwaiyya mere pyaar ka khiwaiyya mujh ko gale laga le baahon ka haar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja click here
aaja ke bulate hain tujhe ashq humare aaja ke bulaate hain chup chap nigaahon ne tumhein pyaar kiya thaa is dil ne mohabbat ka jo iqraar kiya thaa kat te hain mere din unhi yaadon ke sahare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aa ja ki bulaate hain honthon pe machalne ke liye geet nahin hain ab haar hai jeevan mein koi jeet nahin hai hum pyaar ki baazi kabhi jeete kabhi haare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aaja ke bulaate hain jis nadiya pe katti thi har ek shaam suhaani jis nadiya pe katti thi har ek shaam suhaani jis nadiya pe hansti thi kabhi aa ke jawaani rota hai mera dil usi nadiya ke kinare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aaja ke bulaate hain click here
aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai puchhe koi ki khaabe tamannaa ka kyaa huaa range heennaa mein khoon hai dil ka milaa huaa aankhon ko aansuon pe ikhtiyaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai zakhamon ki aag main hai teri yaad ka dhuaan tu door hai nigaah se dil se judaa kahaan dil tujh ko bhoolne ka gunehgaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai tu hi bataa ki rasmein wafaa kaise tod doon kyaa reshmi kasam ke liye tujh ko chhod doon itnaa bhi zindagi se mujhe pyaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai manzil mujhe hayaat ki paane se rok le jo mujh ko tera saath nibhaane se rok le itni buland raah ki deewaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai aaja ke click here
Aaja Mere Pyar Aaja click here
aaja mere pyaar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi aaja mere pyaar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi dekho dekho dekho kya sama hai aaja piya abhi to dil jawaan hai aaja mere pyaar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi aaja aaja aaja aaja aajaa main bhi zara jaanu ke wo kaun bewafa hai jiske khayal mein tu aisa kho gaya hai main bhi zara jaanu ke wo kaun bewafa hai jiske khayal mein tu aisa kho gaya hai aa haaan haan aa haan haan ooo ooo aaaaaaaaa dekho dekho dekho kya sama hai aaja piya abhi to dil jawaan hai aaja mere pyar ke sahaare abhi abhi hote hain ye pyaar ke nazaare kabhi kabhi aaja aaja aaja aaja aajaa jitne bhi ghum hain tumhari zindagi mein chaahon to badal dun main pyaar ki khushi mein jitne bhi ghum hain tumhari zindagi mein chaahon to badal dun main pyaar ki khushi mein aa haaan haan aa haan haan ooo ooo aaaaaaaaa dekho dekho dekho kya sama hai aaja piya abhi to dil click here
aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare click here
aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein dil kehta hai chhup jaun main tere haseen aanchal mein rangeen fiza ye thandi hawa aa jhoom ke lag ja gale le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke kismat mein hai jinke khilna wo phool rahenge khil ke hum gaate click here
aa aa aaja aaja o jaan e wafa sunle tu meri sada ro ro ke meri mohobbat tujhko pukare hai aa aa aaja aaja o jaan e wafa aaa na ja na ja o dilruba tu hi bata tere siva duniya mein kaun hai mera tu hi bata tere siva duniya mein kaun hai mera tujhse sanam ho ke juda tujhse sanam ho ke juda jee ke karenge kyaa na ja na ja o dilruba aa aa aaja aaja o jaan e wafa kisko sunaun daastaan barbaad hai mera jahan kisko sunaun daastaan barbaad hai mera jahan fariyaad hai aasman fariyaad hai aasman duniya badi bewafa aaa na ja na ja o dilruba aa aa aaja aaja o jaan e wafa click here
aaja re aaja re aaja aaja re aaja re aaja aah aah uhhu uhhu hey hey lala lala lala lala la la oho hoo ho aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main are duniya dikhaungi main sagar utha tu mujhko pila tujhko pilaungi main lahala lahala laha aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main are duniya dikhaungi main sagar utha tu mujhko pila tujhko pilaungi main haye lalalalalalalalala aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main yeh tu kya karta hai shamma se darta hai haaaa haaa jeete ji marta hai aahen kyun bharta hai mere parwane aa mere deewane aa oye oye oye ha ha ha jaane wafa aa mujhko jala tujhko jalaungi main lahala lahala laha aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main are duniya dikhaungi main sagar utha tu mujhko pila tujhko pilaungi main haa uhhh aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main ha hye haaa aaha haha uhuuuu apni hi aankhon se tu na dekhe nazare ab meri aankhon se dekh tu chaand sitare aa mere pyaar aa mere sahare aa oye hoye hoye aha ha click here
ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se laage re darr mohe laage re ho ho ho ye kya darne ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa mar gaye hum nikla dum mar gaye hum ho ho ho mausam kya albela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai tanha hai phir bhi dil tanha hai ho ho ho laaga sapnon ka mela hai ho ho ho aaja click here
aaja piya tohe pyaar doon gori bainyan tope vaar doon kis liye tu itna udaas sukhe sukhe honth akhiyon mein pyaas kis liye kis liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon kis liye tu itna udaas ho sukhe sukhe honth akhiyon mein pyaas kis liye kis liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon jal chuke hain badan kayi piya issi raat mein thake hue in hathon ko de de mere haath mein sukh mera le le main dukh tere le loon sukh mera le le main dukh tere le loon main bhi jiyun tu bhi jiye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon hone de re jo ye julmi hain path tere gaon ke palkon se chun daloongi main kaante tere paon ke lat bikharaaye chunariya bichaaye lat bikharaaye chunariya bichaaye baithi hoon main tere liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan tope vaar doon kis liye tu itna udaas ho sukhe sukhe honth akhiyon mein pyaas kis liye kis liye ho ho aaja piya tohe pyaar doon ho gori bainyan click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Gehra Daag (1963) 04:49 13272
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 13272   

Aaj Unse Pehli Mulaqaat Paraya Dhan (1971) 05:44 13917
 
Poster of Paraya Dhan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 05:44   Song Number : 13917   

Aaj Ye Aanchal Munh Kyun Chhupaye Holiday In Bombay (1963) 04:41 16248
 
Poster of Holiday In Bombay (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Naseem Bano
Duration : 04:41   Song Number : 16248   

Aaj Ye Meri Zindagi Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 06:58 14428
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Duration : 06:58   Song Number : 14428   

Aaja Aaja Main Hoon Pyaar Tera Teesri Manzil (1966) 06:38 20035
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:38   Song Number : 20035   

Aaja Aaja Nahin Abhi Nahin Man Mandir (1971) 03:50 37856
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:50   Song Number : 37856   

Aaja Aaja Tera Intezaar Sazaa (1951) 03:16 18692
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nimmi
Duration : 03:16   Song Number : 18692   

Aaja Chhaye Kaare Badra Lajwanti (1958) 04:09 14336
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 04:09   Song Number : 14336   

Aaja Jaane Jaan Mere Meherbaan Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 03:51 40213
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ramlal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajshree
Duration : 03:51   Song Number : 40213   

Aaja Kahin Se Aaja Samundar (1957) 06:35 15661
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Ramkali
Duration : 06:35   Song Number : 15661   

Aaja Ke Bulate Hain Pathan (1962) 03:13 19237
 
Poster of Pathan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Khavar Zama
Music Director- 
Faqeer Mohammad - Asar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Niranjan Sharma
Duration : 03:13   Song Number : 19237   

Aaja Ke Meri Jaan Ko Parbat Ke Us Paar (1988) 06:01 13919
 
Poster of Parbat Ke Us Paar (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Yunus Parvez, Lubna, Manju Mishra
Duration : 06:01   Song Number : 13919   

Aaja Mere Pyaar Aaja Heeralal Pannalal (1978) 04:22 12989
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Prem Nath, Zeenat Aman
Duration : 04:22   Song Number : 12989   

Aaja Mere Pyaar Ke Humsaya (1968) 06:23 19125
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Mala Sinha
Duration : 06:23   Song Number : 19125   

Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 03:26 20038
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 20038   

Aaja Milke Chalen Wahaan Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:50 39449
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz, Suresh
Duration : 04:50   Song Number : 39449   

Aaja O Jaan E Wafa Shirin Farhad (1956) 03:29 37047
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:29   Song Number : 37047   

Aaja O Mere Raja Apna Desh (1972) 05:49 36459
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Om Prakash
Duration : 05:49   Song Number : 36459   

Aaja Panchhi Akela Hai Nau Do Gyarah (1957) 02:50 20039
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 02:50   Song Number : 20039   

Aaja Piya Tohe Pyaar Doon Baharon Ke Sapne (1967) 04:28 20124
 
Poster of Baharon Ke Sapne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:28   Song Number : 20124