aaja ke bulate hain tujhe ashq humare aaja ke bulaate hain chup chap nigaahon ne tumhein pyaar kiya thaa is dil ne mohabbat ka jo iqraar kiya thaa kat te hain mere din unhi yaadon ke sahare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aa ja ki bulaate hain honthon pe machalne ke liye geet nahin hain ab haar hai jeevan mein koi jeet nahin hai hum pyaar ki baazi kabhi jeete kabhi haare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aaja ke bulaate hain jis nadiya pe katti thi har ek shaam suhaani jis nadiya pe katti thi har ek shaam suhaani jis nadiya pe hansti thi kabhi aa ke jawaani rota hai mera dil usi nadiya ke kinare yaad aate hain wo din jo tere saath guzare aaja ke bulaate hain
Aaja Ke Bulate Hain
Pathan (1962)

Mumtaj, Niranjan Sharma, Prem Nath, Siddhu