MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMala Sinha
HomeMala Sinha
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin kaise kaise phool chaman mein lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin kaliyon ka joban pariyon ka roop baadal ki chhaon suraj ki dhoop shayar ki ghazlen sheeshe ke jaam dilkash baharen rangeen shaam kaise kaise naam hai lab pe lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin bagon mein shabnam mashhoor thi baad e saba bhi magroor thi jab tujhko dekha jaan e bahar kehne lage sab tauba hai yaar kaise kaise husn yahan hain lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin jo tujhko dekhe soche ye baat ye zulf hai ya sawan ki raat jo tujhko dekhe puche sawal tu hai haqeeqat ya hai khayal kaise kaise jalwe jahan mein lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin kaise kaise phool chaman mein lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin click here
tere jeevan ka hai karmon se naata tere jeevan ka hai karmon se naata tu hi apna bhaagya vidhaata ooo hoo ooooo oooo jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega tu karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha o dena hoga til til ka lekha tere jeevan ka hai karmon se naata aaj tu jisko achchha samjhe jaan le uska kal kya hai kal kya hai soch le chalne se pehle tu un raahon ki manzil kya hai manzil kya hai jo bhi kiya hai aage aata tu itna bhi soch na pata ooo hoo ooo oooo jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega tu karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha tere jeevan ka hai karmon se naata hoooo ooooo ooooo mana ki kale karmon se tujhko khushiyaan aur sukh milta hai khushiyaan aur sukh milta hai aasmaan ko chhune wale ye kitne din chalta hai ye kitne din chalta hai kaahe ret ke mehal banata jhute bal se tu kyun itrata ooo hoo ooo oooo jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega tu karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha hoo oooo dena click here
tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye wo hai sabka rakhawaala tu khaahe ko ghabraaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye ye aansoon aur ye dukh saare le jaa prabhu ke dwaare le jaa prabhu ke dwaare wo hi tooti aas bandhaae bigde kaaj sanwaare bigde kaaj sanwaare dwaar se uske koi khaali haath naa waapas jaaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye jeevan ki ye dhoop ye chhaanv sab hai khel tamaasha sab hai khel tamaasha mann se aankh micholi khele aasha aur niraashaa aasha aur niraashaa aaj hai dukh to kal sukh hoga kaahe neer bahaaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye click here
tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai jab kabhi door se tu mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise nazron ne duwaayen di hain tu wohi hai ke jo dil le ke mukar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai jaam itne teri masti bhari aankhon se piye haaaan jaam itne teri masti bhari aankhon se piye bekhudi mein tujhe sajde meri nazron ne kiye tere jalwaon mein khuda mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon main har ik qaid ko thukraa ke chali aati hoon main nahin aati mujhe pyaar idhar click here
tere pyaar ka aasra chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon hasinon se ehde wafaa chaahte ho hasinon se ehde wafaa chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho tere narm baalon mein taare sajaa ke tere shokh kadmon mein kaliyaan bichhaa ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke tujhe raat din tujhe raat din poojna chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka zara soch lo dil lagaane se pehle ke khona bhi padta hai paane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ki tum husn ko ki tum husn ko poojna chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho kahaan tak jiyen teri ulfat ke maare guzarti nahin zindagi bin sahaare bahot ho chuke door reh kar ishaare bahot ho chuke door reh kar ishaare tujhe paas se tujhe paas se dekhna click here
tera ghum khaar hoon lekin main tujh tak aa nahin sakta main apne naam teri bekasi likhwa nahin sakta teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan tere ghum mein tujhko bahlaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun ae kaash jo mil kar rote kuchh dard to halke hote bekaar na jaate aansoo kuchh daag jigar ke dhote phir ranj na hota itna hai tanhaai mein jitna ab jaane ye rasta ghum ka hai aur bhi lamba kitna haalaat ki uljhan suljhaun haalaat ki uljhan suljhaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun kya teri zulf ka lehra hai ab tak wohi sunahra kya ab tak tere dar pe deti hain hawayein pehra lekin hai ye kham khayali teri zulf bani hai sawali mohtaaj hai ek kali ki ek roz thi phoolon waali wo zulf paresha mahkaaun wo zulf paresha mahkaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun click here
teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile tum saath ho to kismat pe apni shikwe kahan ke kahan ke gile hoo ji hooooo teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin hum to ye jaane sach hai ya sapna jo tum nahin ho to hum bhi nahin hoo ji hooooo teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara click here
teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon teri yaad dil se ghataaon tumhen saath dena padega ghataaon tumhen saath dena padega main phir aaj aansoon bahaane chala hoon bahaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine wahin khaak apni udaane chala hoon udaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se ghum e ishq le phoonk de mera daaman ghum e ishq le phoonk de mera daaman main apni lagi yun bhujhaane chala hoon bhujhaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se click here
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo click here
tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi kaanton bhare hain sab raaste tere waaste jeevan ki dagar mein kaun banega tera aasraa bedard nagar mein tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega ban ke rahegi sharmindagi teri zindagi jab tak tu jiyega aaj pilaaun tujhe dhoodh main kal zehar piyega tu mere pyaar ka phool hai ke meri dhool hai kuchh click here
haaye soniye hiriye hiriye haaye hay ho oo soneya ooo haaye raanjhiya aa raanjhiya aa oye shaba oye shaba ni kudiye pahaad diye oye shaba oye shaba ve mudiyaa shahar diyaa oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ki chaand nikla oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ki chaand nikla bura ho tera tujhe dekh ke kothe se mera pair fisla bura ho tera tujhe dekh ke kothe se mera pair fisla kat jaaye na meri zindagi kat jaaye na meri zindagi hoye teri kal parson mein kat jaaye na meri zindagi hoye teri kal parson mein kal parson mein baat nahin banti kal parson mein baat nahin banti banti hai jaake barson mein kal parson mein baat nahin banti banti hai jaake barson mein teri zulf jo bikhri to teri zulf jo bikhri to leke been sapere aa gaye teri zulf jo bikhri to leke been sapere aa gaye meri zulf hai naagan to meri zulf hai naagan to bure din bas tere aa gaye meri zulf hai naagan to bure din bas tere aa gaye chal chaliyeeee chal chaliye ne mutiyaare chal click here
huye tum meherbaan phir dil ke saare taar tharraaye mere roothhe huye sab geet sab nagmein palat aaye tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishwaas hai tu tab se dil ne dhadaknaa seekha jab se dil ke paas hai tu man bhi tera man bhi tera tan bhi tera le le le le nazraanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali dil ko dil pehchaan gayaa pyaar ki baaten maan gayaa neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gayaa dhalke dhalke dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali hardam aankhen chaar karein hardam sau ikraar karein nafrat duniyaa se mit jaaye hum tum aisaa pyaar karein mehke machlen hardam zulfein hardam behke deewaanaa click here
hoo ooo ooo aaa aaaa aaaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana oooo gulshan gulshan gulshan gulshan mehfil mehfil tera mera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana aaa haaa hahaa haa haaaaaa lara laa la lala lalaa aa ha ha ha ha ha aaaa meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishvaas hai tu jab se dil ne dhadakna seekha jab se dil ke paas hai tu tan bhi tera achchha gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana la lala la laaaaa hmmm hmm hmmm oh ho ho ho ho ho hoooo dil ko dil pehchaan gaya pyaar ki baatein maan gaya aaye haye haay haye haye dil ko dil pehchaan gaya pyaar ki baatein maan gaya neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gaya dhalke dhalke hmm hmmm oye hoye dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana laara la la la la laaaa laara la la la ra la la la la la laara la la la click here
tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande ved wohi kuraan wohi haiiii ved wohi kuraan wohi hai raam wohi rehmaan wohi hai kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe gore uske kaale uske are purab pachhim waale uske gore uske kaale uske purab pachhim waale uske sab mein usi ka noor samayaaaaa sab mein usi ka noor samayaa kaun hai apna kaun parayaa sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa click here
tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo aa aaaa aa aa aaaa pyaar mein riwaaz toote na kabhi haathon mein hai tere piya meri aabroo pyaar mein riwaaz toote na kabhi haathon mein hai tere piya meri aabroo ae mere sanam zindagi meri aisi hai mohabbat ki bahaaron ke bina ae mere sanam zindagi meri aisi hai mohabbat ki bahaaron ke bina aaaa aaaa aaaa aaaa raat ke samay door badi door jaise koi aasmaan sitaaron ke binaa raat ke samay door badi door jaise koi aasmaan sitaaron ke bina haaa ye tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo ye haseen fizaa aur ye hawaa donon mein chhupi hai mere dil ki sadaa ye haseen fizaa aur ye hawaa donon mein chhupi hai mere dil ki sadaa aaa aa aaaa kaash ke tujhe ho jaaye kabhi jhoomte nazaaron se bahaaron ka pataa kaash ke tujhe ho jaaye kabhi jhoomte nazaaron se bahaaron ka pataa pyaar mein riwaaz click here
tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi pehle milan mein hoti hai kashmakash pyaar se pehle hoti hai kashmakash tere jo dil mein hai meri nazar mein hai chahat mein hoti hai hooo pehle milan mein hoti hai kashmakash pyaar se pehle hoti hai kashmakash tere jo dil mein hai meri nazar mein hai chahat mein hoti hai tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi kudrat kaa tu ek karishma hai gulbadan pichhle janam ka koi rishta hai gulbadan mehka hua shabaab jaise koi gulaab tera nahin jabaab o kudrat tu ek karishma hai gulbadan pichhle janam ka koi rishta hai gulbadan mehka hua shabaab jaise koi gulaab tera nahin jabaab tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi click here
tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho ye behki fizaayen ye jhoomti hawayen jo chhed chhed jaayen to dil machale yahi to hai zamaane dilon ke afsaane jo sune na sunaye to dil machale tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho apni khushi se kisi ne jo kisi se kiya hai koi waada to dar kis ka dil hi diya hai kisi ka kya liya hai kahe to koi luta hai ghar kisi ka tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho pyaar ki adayen zamane ko na bhayen wo dekh dekh jale to jalne do humein na koi roke kisi ke hum ho ke chale hein masti mein to chalne do tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar click here
tumhaari nazar kyun khafa ho gayi khata bakhsh do gar khata ho gayi hamaara irada to kuchh bhi na tha tumhaari khata khud saza ho gayi saza kuchh bhi do par khata to bata do meri begunaahi ka kuchh to sila do saza kuchh bhi do par khata to bata do meri begunaahi ka kuchh to sila do mere dil ke maalik mere devta bas ab julm ki intehaa ho gayi hamaara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khata khud saza ho gayi kabhi jinki nazron mein armaan pale the hazaaron diye aarzoo ke jale the kabhi jinki nazron mein armaan pale the hazaaron diye aarzoo ke jale the yakin hai magar ye yakin jurm hai ke unki nazar bewafaa ho gayi tumhaari nazar kyun khafa ho gayi khata bakhsh do gar khata ho gayi click here
tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai mohabbat ka ab kuchh bhi anjaam ho mulaaqat ki ibtedaa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho manane ki aadat kahan pad gayee satane ki talim kya ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee la la la la la la la la la la la la la la la la la la la click here
tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai zamin to zamin aasmaan paa liya hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne mitaa naa sakegi jise ab khizaa bhi jala na sakengi jise bijliyaan bhi muhabbat ka wo aashiyaan paa liya hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne zamaane ke ghum pyaar mein dhal gaye hain zamaane ke ghum pyaar mein dhal gaye hain umeedon ke laakhon deeye jal gaye hain umeedon ke laakhon deeye jal gaye hain ke jab se tumhen meharbaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan se muhabbat ki raahen mili hain wahin se meri gardishen tham gayin hain naa bichhadenge hum carwaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Jaisa Kaun Hai Tamanna (1969) 05:35 36776
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 05:35   Song Number : 36776   

Tere Jeevan Ka Hai Karmayogi (1978) 04:19 37966
 
Poster of Karmayogi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:19   Song Number : 37966   

Tere Naina (Female) Geet (1970) 05:09 13267
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:09   Song Number : 13267   

Tere Paas Aa ke Mera Neela Akash (1965) 03:59 12061
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Dharmendra
Duration : 03:59   Song Number : 12061   

Tere Pyaar Ka Aasra Dhool Ka Phool (1959) 07:11 13081
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 07:11   Song Number : 13081   

Teri Aankh Ke Aansoo Jahan Ara (1964) 04:26 21302
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:26   Song Number : 21302   

Teri Shokh Nazar Ka Patang (1960) 03:30 13931
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 13931   

Teri Yaad Dil Se Hariyali Aur Rasta (1962) 04:25 21311
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 21311   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Mere Pyaar Ka Phool Dhool Ka Phool (1959) 03:59 13082
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 13082   

Tu Raat Khadi Thi Chhat Pe Himalay Ki God Mein (1965) 05:29 35888
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Usha Timoti
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:29   Song Number : 35888   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 03:13 38238
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:13   Song Number : 38238   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 04:08 20010
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachhi Ram
On Screen Actors- 
Ajit, Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 20010   

Tujh Ko Rakhe Raam Ankhen (1968) 06:09 21351
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Amar Nath, Mehmood, Mala Sinha
Duration : 06:09   Song Number : 21351   

Tujh Mein Hoon Main Mujh Mein Hai Tu Rivaaj (1972) 05:20 16475
 
Poster of Rivaaj (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:20   Song Number : 16475   

Tujh Sa Haseen Dekha Harjaee (1981) 05:18 31134
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:18   Song Number : 31134   

Tum Chal Rahe Ho Duniya Na Mane (1959) 03:37 12059
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Pradeep Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12059   

Tumhaari Nazar Kyun Khafa (Sad) Do Kaliyan (1968) 03:37 37435
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajeet
Duration : 03:37   Song Number : 37435   

Tumhaari Nazar Kyun Khafaa Do Kaliyan (1968) 05:08 21374
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Vishwajeet
Duration : 05:08   Song Number : 21374   

Tumhen Pa Ke Humne Gehra Daag (1963) 03:19 13274
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:19   Song Number : 13274   
Karaoke Songs of mala sinha, Sad Songs of mala sinha, Love Songs of mala sinha, Dance Songs of mala sinha, Hip-hop songs of mala sinha, Best songs of mala sinha, Super hit songs of mala sinha, hit songs of mala sinha, duet songs of mala sinha, solo songs of mala sinha, old songs of mala sinha, famous songs of mala sinha, Hindi Karaoke Songs of mala sinha, Hindi Sad Songs of mala sinha, Hindi Love Songs of mala sinha, Hindi Dance Songs of mala sinha, Hindi Hip-hop songs of mala sinha, best Hindi songs of mala sinha, super hit Hindi songs of mala sinha, hit Hindi songs of mala sinha, duet Hindi songs of mala sinha, solo Hindi songs of mala sinha, old Hindi songs of mala sinha, famous Hindi songs of mala sinha, Sing Along Songs of mala sinha, Sing Along Sad Songs of mala sinha, Sing Along Love Songs of mala sinha, Sing Along Dance Songs of mala sinha, Sing Along Hip-hop songs of mala sinha, Sing Along Best songs of mala sinha, Sing Along Super hit songs of mala sinha, Sing Along hit songs of mala sinha, Sing Along duet songs of mala sinha, Sing Along solo songs of mala sinha, Sing Along old songs of mala sinha, Sing Along famous songs of mala sinha