MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai tu dhaar hai nadiya ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai jo dil ko tassalli de wo saaz utha laao dam ghutne se pehle hi aawaaz utha laao khushiyon ka tarannum hai ashqon ki zabani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai aa aa aaaaa aaaa aa aa aaaaa aaaa zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai teri meri kahani hai ek pyaar ka nagma hai moujon ki rawani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ek pyaar ka nagma hai moujon ki rawani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ek pyaar ka nagma hai click here
ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin o jaate raahi ho baanke raahi meri baahon ko inn raahon ko tu chhod ke na jaa tu waapas aa jaa wo husn ke jalwe hon yaa ishq ki aagazein aazad parindon ki rukti nahin parwaazein jaate huye kadmon se aate huye kadmon se bhari rahegi raahguzar jo hum gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin hmmm aisa gazab nahin dhana piya mat jaana bideswa re humka bhi sang liye jaana piya jab jaana bideswa re hooo jaate huye raahi ke saaye mein simatna kya ik pal ke musafir ke daaman se lipatna kya jaate huye kadmon se aate huye kadmon se bhari rahegi raahguzar jo hum gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin ik raasta hai click here
aa aa aa ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal saari duniyaa ko muhabbat ki nishaani di hai iss ke saaye mein sadaa pyaar ke charche honge khatm jo ho na sakegi wo kahaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj wo shammaa hai ulfat ke sanam khaane ki jis ke parwaanon mein muflis bhi zar daar bhi hai sang e marmar mein samaaye hue khaabon ki kasam marhale pyaar ke aasaan bhi dushwaar bhi hain dil ko ek josh iraadon ko jawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj ik zindaa tassvvur hai kisi shaayar ka iss ka afsaana haqeekat ke siwaa kuchh bhi nahin iss ke aagosh mein aakar ye gumaan hotaa hai zindagi jaise muhabbat ke siwaa kuchh bhi nahin taaj ne pyaar ki maujon ko rawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal ye hasin raat ye mehki hui purnoor fazaa ho ijaazat to ye dil ishq ka izhaar kare ishq insaan ko insaan banaa detaa hai kis ki himmat hai muhabbat se jo inkaar kare aaj taqdeer ne ye raat suhaani click here
ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tere rang mein rangi mere dil ki kali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann tu jidhar le chalaa main udhar hi chali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili click here
Ille Belle Aare click here
in aankhon ke zeenon se is dil mein utar jaaun tum mujhko ijazat do main itna to kar jaaun main khoob samjhti hoon hai dil mein tumhare kya aa jaaun main baaton mein aur hadse guzar jaaun honthon ki yahi waadi manzil hai mere dil ki main iske siwa tum hi batlao kidhar jaaun khwabon se haqeeqat ki duniya ke taraf aao tum chaho jidhar jaana main kaise udhar jaaun main pyaas hoon sehra ki tum ek samandar ho tum chaho to jee loon main tum chaho to mar jaaun pahuncha do mujhe ghar tak baahon ki hifazat mein raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
in haseen wadiyon se in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chalen chura len to chalen itna bada gagan hai do chaar sitaaren chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chale chura len to chale kahin koi jharna ghazal gaa raha hai kahin koi bulbul taraana sunaaye yahaan haal yeh hai ke saanson ki lay par khayaalon mein khoya badan gungunaye kahin koi jharna ghazal gaa raha hai kahin koi bulbul taraana sunaaye yahaan haal yeh hai ke saanson ki lay par khayaalon mein khoya badan gungunaye in lazeez jhurmuton se do chaar sharare chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chale chura len to chale humari kahani shuru ho gayi hai humari kahani shuru ho gayi hai samajh lo jawani shuru ho gayi hai kayi mod humne tay kar liye hain nayi zindagaani shuru ho gayi hai in madhabhare manjaro se do char shahare chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do click here
in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin yun to chaand bhi pyaara hai hamein tumse to pyaara nahin yun to chaand bhi pyaara hai kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh dil ka bahana tha kuchh nazron ki sazish thi haalaat hon aise to chalta koi chara nahin in taaron ki mehfil mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein maine sara jahaan paaya aa kar teri baahon mein ulfat ke siva ab to hamein koi sahara nahin yun to chaand bhi pyaara hai dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein tujhsa koi phool nahin duniya ki baharon mein jismein tera jalva na ho koi aisa nazara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein click here
inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera humri naa maano bajajwaa se poochho humri naa maano saiyaan humri naa maano bajajwaa se poochho jisne jisne asharfi gaz dina dupatta mera jisne asharfi gaz dina dupatta mera ho ji ho dupatta mera hooo dupatta mera aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa humri naa maano rangrejvaa se poochho humri naa maanon saiyaaan humri naa maano rangrejvaa se poochho jisne jisne gulaabi rang dina dupatta mera jisne gulaabi rang dina dupatta mera inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne humri naa maano sipahiyaa se poochho humri naa maano sipahiyaa se poochho aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa humri naa maano humri naa maano sipahiyaa se poochho sipahiyaa se sipahiyaa se poochho jisneeeee jisne bajariyaa mein chheena dupatta mera jisne bajariyaa mein chheena dupatta mera inhi logon ne inhi click here
saanjh ki laali sulag sulag kar ban gayi kaali dhool aaye na baalam bedardi main chunti reh gayi phool intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur rain bhayi wo jal ankhiyan mein chubhne laage taare des mein main pardesan ho gayi jab se piya sidhare jab se piya sidhare intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur bhor bhayi par koi na aaya sooni sej basaane taare doobe deepak bujh gaye taare doobe deepak bujh gaye raakh huye parvaane intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur abhi aur abhi aur abhi intezaar aur click here
is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai kuchh kho bhi diyaa kuchh paa bhi liyaa kuchh kho bhi diyaa kuchh paa bhi liyaa ik raag khushi ne gaa bhi liyaa aur honthon pe fariyaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai bujhate hain chiraag bujhate hain chiraag uthtaa hai dhuwan seene mein basaa hai ghum kaa jahaan aabaad bhi hai barbaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai chaahat kaa zamaana dekhaa tha chaahat kaa zamaana dekhaa tha ik khwaab suhaana dekha tha kuchh bhool gaye kuchh yaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai click here
la la la la la la la la la la la la la la la la ra is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi paisa chor koi murgi chor aur koi dil ka chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi chori kare khazaane ki koi aane ya do aane ki koi chori kare khazaane ki koi chori kare khazaane ki koi aane ya do aane ki koi chhota chor koi bada chor ye baitha chor wo khada chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi paisa chor koi murgi chor aur koi dil ka chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi daaka daale raaton mein koi kaate baaton baaton mein koi daaka daale raaton mein koi daaka daale raaton mein koi kaate baaton baaton mein koi gora chor koi kaala chor koi laat saab ka saalaa chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi paisa chor koi murgi chor aur koi dil ka chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi kisi ki neend churaata hai oo oo ooo koi click here
sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin ye pakka dhaaga hai ye kachchi dor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa keh de koi aur hai tu mera cheet chor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo tham jaaye wo ye ghata ghanghor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi iss rog ki duniyaa mein dawaa kuchh aur nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor click here
iss dard ki maari duniyaa mein mujhsa bhi koi majboor naa ho iss dard ki maari duniyaa mein mujhsa bhi koi majboor naa ho jiss tarah khushi se door hoon main jiss tarah khushi se door hoon main yun koi khushi se door naa ho yun koi khushi se door naa ho ujde huye dil mein kuchh bhi nahin ashkon ke siwaa aanhon ke siwaa ujde huye dil mein kuchh bhi nahin ashkon ke siwaa aanhon ke siwaa kyun aise chaman mein phool khile kyun aise chaman mein phool khile hansne ka jahaan dastoor naa ho hansne ka jahaan dastoor naa ho tufaan hai ghum ka chaaron taraf aur chhayi huyi hai kaali ghata tufaan hai ghum ka chaaron taraf aur chhayi huyi hai kaali ghata kyun naiyya humari paar lage kyun naiyya humari paar lage kismat hi ko jab manzoor naa ho kismat hi ko jab manzoor naa ho iss dard ki maari duniyaa mein mujhsa bhi koi majboor naa ho click here
oooo oooo ooooooo ooooo oo aaa aaaaa aa ooooo oooo oooo iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai tere dil mein jagah mili swarg hume kya karna hai kya karna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai tere dil mein jagah mili swarg hume kya karna hai kya karna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai chhuna chaaho to badal ko chuu lo apne haatho se are dil na behlaao sajna unche mahlo ki baaton se unn galiyon ki baaten karo jin galiyon se gujarna hai gujarna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai dekho main sab dekh rahi hoon meri aankhen band nahi dekho main sab dekh rahi hoon meri aankhen band nahi dhundh rahe ho swarg mein pariyaan kya main tumhe pasand nahi pariyaan dil behlaane ko hai pyaar tumhi se karna hai karna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai tere dil mein jagah mili swarg hume kya karna hai kya karna hai iss click here
iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein patthar ki haveli ko sheeshe ke gharondon mein tinkon ke nasheman tak iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai sharmaati hui koyi kadmon se utarti hai in reshmi raahon mein ik raah to wo hogi tum tak jo pahonchti hai iss mod se jaati hain iss mod se jaate hain ik door se aati hai paas aake palatti hai ik door se aati hai paas aake palatti hai ik raah akeli si rukti hai na chalti hai ye soch ke baithi hoon ik raah to wo hogi tum tak jo pahonchti hai iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein patthar ki haveli ko sheeshe ke gharondon mein tinkon ke nasheman tak iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain click here
iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se tamanna bun rahi thi dhadkanon ke haar barson se chhup chhup ke aane waaleeeeeee chhup chhup ke aane waale tere pyaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein kismat se jo hua click here
itanaa to yaad hai mujhe ho o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua hoo oo oo baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o aa aa aa aa ho o o waade wafaa ke kar ke kasme utha ke kisi pe dil loota ke chala aaya nazarein milaa ke neend apni gawan ke kasak dil mein basaa ke chala aaya din to gujar jaayega ho o o o o o din to gujar jaayega haai din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi itanaa to yaad hai mujhe maare hayaa ke main to aankhein jhuka ke zaraa daaman bachaa ke chalee aayi pardaa hataa ke click here
itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ki too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mera saath kahan tak dogi tum main des bides ka banjara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane main tab tak saath chaloon tere jab tak na kahe tu main haara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam click here
itna na sata ke koi jaane o deewaane itna na sata ke koi jaane o deewaane aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane dil pe teer chhod ke yu door se na muskura door se na muskura aa meri tanhaaiyon ka raazdaar ban bhi ja raazdaar ban bhi ja abhi hai din bahaar ke to kyun na hum bhi pyaar ke bana lein aashiyaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane tu paas bhi hai door bhi ye khwaab ya khayaal hai khwaab ya khayaal hai chain hai na bekali ajeeb dil ka haal hai ajeeb dil ka haal hai tu ek pal juda rahe to mera pyaar ye kahe guzar gaye zamaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane dil to dil zubaan bhi bas ek tera naam le ek tera naam le kadam hain dagmagaa rahe ab aake mujhko thaam le aake mujhko thaam le machal rahi hai aarzu hai dil ko teri justju tu aa kisi bahaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ik Pyaar Ka Nagma Hai (2nd Part) Shor (1972) 03:50 37003
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:50   Song Number : 37003   

Ik Raasta Hai Zindagi Kaala Patthar (1979) 05:23 20578
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 05:23   Song Number : 20578   

Ik Shahenshaah Ne Banwaa Ke Leader (1964) 05:17 20450
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Raag- 
Lalit
Duration : 05:17   Song Number : 20450   

Ik Tu Jo Milaa Saari Duniyaa Himalay Ki God Mein (1965) 03:15 13336
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:15   Song Number : 13336   

Ille Belle Aare Kali Ghata (1951) 03:28 12997
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 12997   

In Aankhon Ke Zeenon Se Faasle (1985) 03:01 37375
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 03:01   Song Number : 37375   

In Haseen Wadiyon Pyaasa Sawan (1981) 05:43 14008
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 05:43   Song Number : 14008   

In Taaron Ki Mehfil Mein Police Detective (1960) 03:21 38125
 
Poster of Police Detective (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:21   Song Number : 38125   

Inhin Logon Ne Pakeezah (1972) 03:59 20583
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20583   

Intezaar Aur Abhi Char Dil Char Rahen (1959) 03:05 12166
 
Poster of Char Dil Char Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:05   Song Number : 12166   

Is Dil Ki Haalat Kya Anhonee (1952) 03:13 20152
 
Poster of Anhonee (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:13   Song Number : 20152   

Is Duniya Mein Sab Bhai Bhai (1956) 03:37 40326
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 40326   

Ishq Par Zor Nahin Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:01 20594
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20594   

Iss Dard Ki Maari Paras (1949) 03:04 13914
 
Poster of Paras (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:04   Song Number : 13914   

Iss Duniyaa Mein Apnapan (1977) 06:04 12727
 
Poster of Apnapan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sulakshana Pandit
Duration : 06:04   Song Number : 12727   

Iss Mod Se Jaate Hain Aandhi (1975) 04:22 20588
 
Poster of Aandhi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Suchitra Sen
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:22   Song Number : 20588   

Iss Reshmi Paazeb Ki Laila Majnu (1976) 04:36 13584
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Duration : 04:36   Song Number : 13584   

Itanaa To Yaad Hai Mujhe Mehboob Ki Mehndi (1971) 06:30 20597
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:30   Song Number : 20597   

Itna Na Mujhse Chhaya (1961) 03:53 20596
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 20596   

Itna Na Sata Ke Koi Jaane O Deewaane Bindiya (1960) 03:18 39628
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 39628   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar