in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin yun to chaand bhi pyaara hai hamein tumse to pyaara nahin yun to chaand bhi pyaara hai kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh dil ka bahana tha kuchh nazron ki sazish thi haalaat hon aise to chalta koi chara nahin in taaron ki mehfil mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein maine sara jahaan paaya aa kar teri baahon mein ulfat ke siva ab to hamein koi sahara nahin yun to chaand bhi pyaara hai dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein tujhsa koi phool nahin duniya ki baharon mein jismein tera jalva na ho koi aisa nazara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein
In Taaron Ki Mehfil Mein
Police Detective (1960)