MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la lala la lala la la lala lala la la la lala la aa aaaa aaaa aaaa hum banjaaron ki baat mat poochho ji hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki achhaa ye baat hai to phir aayenge achhaa ye baat hai to phir aayenge hum tere pyaar ko aazmaayenge hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki hum dil nahin dete hum jaan deten hain hum dil nahin lete hum jaan leten hain ye dushmani hai tum dosti na samjho dil ki lagi hai tum dillagi na samjho dil ke maaron ki baat mat poochho ji dil ke maaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki ye to hai banjaaren ye tum kaho pyaare pyaar ho jab tadap ke dil dil ko pukaare sar haath pe rakh ke saaqi puraane aaye sab dekhte haan wo yaar ko le jaayen sache yaaron ki baat mat poochho ji sache yaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki tum jo kehte ho hum wo karten click here
hai aag humare seene mein hum aag se khelte aate hain takraate hain jo iss taaqat se wo mitti mein mil jaate hain tumse to patanga achchha hai jo hanste huye jal jaata hai hoye hoye hoye hoye hoye wo pyaar mein mitt to jaata hai par naam amar kar jaata hai par naam amar kar jaata hai hum bhi hain tum bhi ho donon hai aamne saamne dekh lo kya asar kar diya pyaar ke naam ne hum gaate garajte saagar hain koi humko baandh nahin paaya oye hum mauj mein jab bhi lehraayen saara jag darr se tharrraaya hum chhoti si wo boond sahi hai seep ne jisko apnaaya hoye hoye hoye hoye hoye khaara paani koi pee naa saka ik pyaar ka moti kaam aaya ik pyaar ka moti kaam aaya hum bhi hain tum bhi ho donon hai aamne saamne dekh lo kya asar kar diya pyaar ke naam ne kiss phool pe marti hai duniyaa hai kaun sa phal sabse mitha nainon se jo naina takraaye to kaun haara aur kaun jeeta ye dil ka kanwal sabse sunder mehnat ka phal sabse meetha hoye hoye hoye iss pyaar ki baazi mein hans kar jo click here
hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dekho ab duniyaa ko gaur se pehle se nayee pehle se hasin hum tum ko milna tha mil gaye kya ye asman kaun ye zameen hum jo dekhen tum ko dekhen saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain hooooo la la la la la hooo ho aaaa aa aa la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lafzon mein jinko naa keh sake aankhon se kahein hothhon se sunein khushboo ke saaye mein baith ke phool hum chune khwaab hum boone is ke aage kuchh naa sochein saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain hmmm hmmmm hmmm hmmm ho ho aa aa aa aa aa aa click here
hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale ho baabul ki aaye mohe yaad jaane kyaa ho ab iske baad hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor dekho na chhedo is tarah rasta kate phir kis tarah hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam mujhpe hai itna aitbaar maine kiya hai tumse pyaar hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale aisa naa ho tu kabhi chhod de mera saath phir na kabhi kehana dil todne waali baat aisa na ho tu click here
hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah wo to kahin hai aur magar dil ke aas paas wo to kahin hai aur magar dil ke aas paas dil ke aas paas phirti hai koi sheh nighaah e yaar ki tarah phirti hai koi sheh nighaah e yaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah majrooh likh rahe hain wo ehle wafaa kaa naam majrooh likh rahe hain wo ehle wafaa kaa naam ehle wafaa kaa naam hum bhi khade huye hain gunahgaar ki tarah hum bhi khade huye hain gunahgaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah click here
hum jaan gaye sarkaar tum laakh karo inkaar hum jaan gaye sarkaar tum laakh karo inkaar chehre se pasina pochhiye ho gaya hai tumko pyaar ho ho ho hum jaan gaye sarkaar tum laakh karo inkaar chehre se pasina pochhiye ho gaya hai tumko pyaar ho ho ho hum jaan gaye sarkaar kyun husn ki dekh ke chaal ho jaate ho behaal aankhen bhi tumhaari laal kiya kisne jadoo daal haan humse to kaho kuchh haal haan kyun bikhre hain yeh baal tum laakh bano hoshiyaar karti hai nazar iqraar tum laakh bano hoshiyaar karti hai nazar iqraar chehre se pasina pochhiye ho gaya hai tumko pyaar ho ho ho hum jaan gaye sarkaar hai rang bhari yeh shaam baadal ka chhalakta jaam bijli bhi karti salaam mausam deta hai paiyaam haan iss dil ko yun na thaam haan kahin pyaar na ho badnaam kis waqt ho aankhen chaar chadhta hai thanda bukhaar kis waqt ho aankhen chaar chadhta hai thanda bukhaar chehre se pasina pochhiye ho gaya hai tumko pyaar ho ho ho hum jaan gaye sarkaar main nadiya tum tufaan main dil click here
hum jis raste pe chale us raste pe thi preet khadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun hum jis raste pe chale us raste pe thi preet khadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun hum anjaane ek dooje ki jaan bane pehale do dil the ab sau armaan bane hum anjaane ek dooje ki jaan bane pehale do dil the ab sau armaan bane aare jaan ke dekho hum kaise anjaan bane jaane kab dil takraaye jaane kab aankh se aankh ladi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun la la lalala la la lalala mausam hai ya pyaar ka ek paigaam hai isiliye ye pyaar bada badnaam hai mausam hai ya pyaar ka ek paigaam hai isiliye ye pyaar bada badnaam hai bhool gaye hum duniya kiska naam hai yaad rahenge humen hamesha ye din ye rut ye ghadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu click here
hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate ye waqt ke haathon mein chamakte huye khanjar ye waqt ke haathon mein chamakte huye khanjar ek saath kaleje mein utar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate behke huye kadmon pe ye saanson ke janaaze behke huye kadmon pe ye saanson ke janaaze aakhir kisi manzil pe thaher kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate socha hi nahin tha kabhi ye haal bhi hoga socha hi nahin tha kabhi ye haal bhi hoga hum apni hi tasveer se dar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se click here
tum kya janooo tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna royeee hum kitna roye rain guzaari taare gin gin rain guzaari taare gin gin chain se jab tum soyee hum kitana roye kitni kaliyaan khili chaman mein khil ke phir murajha gayi birahan ke is bhole mann ko baar baar samajha gayi ro ke jawaani kaati jisne ro ke jawaani kaati jisne preet ke beej ye boyee hum kitna roye tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna royeee hum kitna roye kitne baadal ghire gagan mein ghir ke phir naa barse pyaas daba kar dil hi dil mein itna tadape tarse dard humara dil jaane ya dard humara dil jaane ya naina khoye khoyee hum kitna roye tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna roye hum kitna roye click here
hooooooo hooooooo ooooooo hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo ho ho ho ho ho ho ho ho hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo ho ho ho ho ho ho ho ho aaa ooo hooooo hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo iss ghum ko maar daalo yeh ghum kabhi khushi ka armaan banke aaya hanste huye yeh dil mein mehmaan ban ke aaya yeh ghum kabhi khushi ka armaan banke aaya hanste huye yeh dil mein mehmaan ban ke aaya ghar se ise nikaalo iss ghum ko maar daalo hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo iss ghum ko maar daalo din ko tadapte hain woh raaton ko jaagte hain nadaan hain bade woh jo ghum se bhaagte hain din ko tadapte hain woh raaton ko jaagte hain nadaan hain bade woh jo ghum se bhaagte hain hans kar gale lagaa lo iss ghum ko maar daalo hum click here
hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hooo ho ho ho ho hoo hooo ho hooooo ek hai jaan do badan ek mehek do suman ek hai jaan do badan ek mehek do suman seeta hoon main raam tu radha hoon main shyaam tu ho oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai ek do janam kuchh nahin sadiyon ki ye baat hai hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai chun chun ke shokh taaron ko ek aashiyaan banaana hai ek lagan hai ek hi masti ek jaise afsaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena tufaan rasta roke jhukne ka naam mat lena pyaar shamma hai hum dil wale usi ke hain parwaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge jis dil mein ghar banana hai us dil ko dhoond hi lenge hum albele aaj chale hain duniya nayi basane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane click here
hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge maut ho ya zindagi hum saath chalte jaayenge hum wo nahin hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen aankh neechi ho wafa ki aaisa ho sakta nahin hum toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar click here
hum pyaar karenge hum pyaar karenge hum ladke jhagad ke bhi pyaar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge gar saare saare din hum aa na sake gar saare saare din hum aa na sake wada karke bhi apna nibha na sake wada karke bhi apna nibha na sake saari sari raat tera intezaar karenge saari sari raat tera intezaar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge hum laaj ke maare marr jayenge hum laaj ke maare marr jayenge par saamne tere na kabhi aayenge par saamne tere na kabhi aayenge luk chup ke tera deedar karenge luk chup ke tera deedar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge humen lage hai bada is duniya ka darr kahin pyaar ko humare lag jaaye na nazar humen lage hai bada is duniya ka darr kahin pyaar ko humare lag jaaye na nazar hum thodi thodi yunhi takraar click here
Hum Pyaar Kiye Jayenge click here
hum pyaar mein jalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi aadhi raah mein hi loot jaaye iss manzil kaa raahi iss manzil kaa raahi kaaton par chalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye ghum hi to hai pyaar ki daulat ye keh kar samjhaayen ye keh kar samjhaayen apna mann chhalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko click here
hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain jab humko banaya tha apnaaa kyun haal naa dil ka jaan sake ik phool chunaaaaaa ik phool chuna aur phenk diya khushboo bhi nahin pehchan sake thukraa diya meri ulfat ko apna hi sitam tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain mitt jaaye muhabbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahinnnn armaan bharaaa armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadan nahin tum pher lo humse laakh nazar badlenge na hum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain click here
hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam panchhi se chhuda kar uska ghar tum apne ghar par le aaye ye pyaar ka pinjra mann bhaaya hum jee bhar bhar kar muskaaye jab pyaar hua iss pinjre se tum kehne lage aazad raho hum kaise bhulaaye pyaar tera tum apni zubaan se ye naa kaho ab tum saa jahaan mein koi nahin hai hum to tumhare ho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam iss tere charan ki dhool se humne apni jeevan maang bhari jab hi to suhaagan kehlaayi duniyaa ki nazar mein pyaar bani tum pyaar ki sundar murat ho aur pyaar humari pooja hai ab inn charanon mein dam nikale bas itni aur tamnna hai hum pyaar ke gangaa jal se balam ji tan mann apna dho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao click here
hum the jin ke sahare wo huye na hamare doobi jab dil ki naiyaa saamne the kinare hum the jin ke sahare wo huye na hamare doobi jab dil ki naiyaa saamne the kinare hum the jin ke sahare kya muhabbat ke waadeee kya wafa ke iraade ret ki hain diwaaaren jo bhi chahe giraa de jo bhi chahe giraa de hum the jin ke sahare wo huye na hamare hai sabhi kuchh jahaan mein dosti hai wafa hai apni ye kam naseebi hum ko na kuchh bhi mila hai hum ko na kuchh bhi mila hai hum the jin ke sahare wo huye na hamare yun to duniya basegi tanhaai phir bhi dasegi jo zindagi mein kami thi wo kami to rahegi wo kami to rahegi hum the jin ke sahare wo huye na hamare doobi jab dil ki naiyaa saamne the kinare hum the jin ke sahare click here
hum to tere aashiq hain sadiyon purane hum to tere aashiq hain sadiyon purane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane hum bhi zamane se hain tere deewane hum bhi zamane se hain tere deewane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane aayee hain yun pyaar pe jawaniyan armaan dil mein hain dil mushkil mein hai jaane tamanna tere isi pyaar ki kahaniyan har mehfil mein hain sab ke dil mein hain jaane tamanna chhedte hain sab mujhko apne begaane chhedte hain sab mujhko apne begaane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane hum to tere aashiq hain sadiyon purane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane sochon mohabbat mein kabhi haath se daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho aisa na ho kaash kabhi pyaar mein waaden tuten to do dil roothe to to phir kya ho hum to chale aaye sanam tujhko manane hum to chale aaye sanam tujhko manane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Banjaaron Ki Baat Dharam Veer (1977) 06:23 17845
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 06:23   Song Number : 17845   

Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 07:52 12072
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 07:52   Song Number : 12072   

Hum Chup Hain Faasle (1985) 04:39 13241
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha, Farha Khan
Duration : 04:39   Song Number : 13241   

Hum Donon Do Premi Ajanabee (1974) 04:48 20532
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:48   Song Number : 20532   

Hum Hain Mataa E Koocha O Dastak (1970) 04:27 20534
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 04:27   Song Number : 20534   

Hum Jaan Gaye Sarkaar Love Marriage (1959) 03:59 20874
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:59   Song Number : 20874   

Hum Jis Raste Pe Chale Teri Kasam (1982) 05:09 18038
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:09   Song Number : 18038   

Hum Kashmakash E Ghum Se Free Love (1974) 05:26 11980
 
Poster of Free Love (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogita Bali
Duration : 05:26   Song Number : 11980   

Hum Kitna Roye Shin Shinaki Boobla Boo (1952) 03:47 14249
 
Poster of Shin Shinaki Boobla Boo (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
P L Santoshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:47   Song Number : 14249   

Hum Ko Bhi Ghum Ne Maara Aas Paas (1980) 05:21 20539
 
Poster of Aas Paas (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:21   Song Number : 20539   

Hum Na Kabhi Honge Juda Phir Janam Lenge Hum (1977) 04:30 36945
 
Poster of Phir Janam Lenge Hum (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Bhavana Bhatt, Adil Amen
Duration : 04:30   Song Number : 36945   

Hum Panchhi Mastane Dekh Kabira Roya (1957) 04:17 37517
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Anita Guha
Duration : 04:17   Song Number : 37517   

Hum Pyaar Ka Sauda Karte Hain Zindagi (1964) 03:30 32165
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:30   Song Number : 32165   

Hum Pyaar Karenge Dhoon (1953) 02:58 32075
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 02:58   Song Number : 32075   

Hum Pyaar Kiye Jayenge Aaya Toofan (1964) 04:53 38542
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:53   Song Number : 38542   

Hum Pyaar Mein Jalne Waalon Ko Jailor (1958) 03:21 20544
 
Poster of Jailor (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:21   Song Number : 20544   

Hum Pyaar Tumhin Se Amber (1952) 03:22 12652
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 12652   

Hum Tere Pyaar Mein Dil Ek Mandir (1963) 05:00 13096
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Des
Duration : 05:00   Song Number : 13096   

Hum The Jinke Sahare Safar (1970) 04:15 20547
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:15   Song Number : 20547   

Hum To Tere Aashiq Farz (1967) 06:08 20551
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita, Aruna Irani
Duration : 06:08   Song Number : 20551   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar