hum pyaar mein jalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi aadhi raah mein hi loot jaaye iss manzil kaa raahi iss manzil kaa raahi kaaton par chalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye ghum hi to hai pyaar ki daulat ye keh kar samjhaayen ye keh kar samjhaayen apna mann chhalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko
Hum Pyaar Mein Jalne Waalon Ko
Jailor (1958)

Abhi Bhattacharya, Deji Irani, E Tarapur, Geeta Bali, Kamini Kaushal, Nana Palsikar, Pratima, Raj Kunwar, Sohrab Modi