zindagi anmol zindagi ki pehli zarurat hai kya ek pyaar tera pyaar se bhi tumko pyaara hai kya intezaar tera duniya ke ghumon ka ilaaj hai kya deedaar tera zindagi anmol zindagi ki pehli zarurat hai kya ek pyaar tera mujh gareeb ko kam naseeb ko tumne itna pyaar diya kaise karz utaarun uska tumne jo upkaar kiya tumne labon ki laali bhar ke rang nikhaar diya hai pyaar ka badla deke pyaar sansaar sanwaar diya hai praan do ek huye karz ka kya sawaal zindagi anmol zindagi ke sapnon ki manzil hai kya ek dwaar tera imaan ki kitaabon se badhkar hai kya iqraar tera masiha se bhi achchha hoga na kaun bimaar tera zindagi anmol zindagi ki pehli zarurat hai kya ek pyaar tera tum mujhko devon se badhkar bin maange vardaan diye karz na jinka chuka sakun main tumne wo ehsaan kiya main to farishta nahin koi insaan tumhaare jaisa sukh dukh ke donon saathi ehsaan kisi par kaisa jo mera wo tera karz ki baat kya zindagi anmol zindagi ki sabse badi daulat hai kya uphaar tera saare hi
Zindagi Ki Pehli
Justice Chaudhury (1983)