zindagi iss tarah se lagne lagi rang udd jaaye jyun deewaron se ab chhupane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage dararon se ab talak sirf tujh ko dekha tha aaj tu kya hai ye bhi jaan liya aaj jab gaur se tujhe dekha hum galat the kahin ye maan liya hum galat the kahin ye maan liya teri her bhool mein kahin shayad hum bhi shamil hain gunhagaaron se ab chhupane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage dararon se aa mere saath mil ke hum fir se apne khaabon ka ghar banaate hain jo bhi bikhra hai wo samette hain dhundh kar phir khushi ko laate hain dhundh kar phir khushi ko laate hain bojh to zindagi ka katta hai ek dujje ke hi sahaaron se zindagi iss tarah se lagne lagi rang udd jaaye jyun deewaron se ab chhupane ko apna kuchh na raha zakhm dikhne lage dararon se
Zindagi Iss Tarah
Murder (2004)

Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Mallika Sherawat, Raj Zutshi, Sheeba Chaddha
Song Title :
Zindagi Iss Tarah
Album/Film :
Murder (2004)
Production :
Vishesh Films
Producer :
Mukesh Bhatt
Director :
Anurag Basu
Film Actors :
Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Mallika Sherawat, Raj Zutshi, Sheeba Chaddha
Singer :
Sonu Nigam
Music Director :
Anu Malik