yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei inhein hum bhalaa kis tarah bhool jaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par mera haath mein haath le kar kabhi naa bichhadane ka waada kiya tha sadaa ke liye ho gaye hum tumhaare gale se lagaa kar humein ye kaha tha kabhi kam na hongi humari wafaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par wafaa ka nayaa rang bhar ke banaayi thee chaahat ki tasveer tumne yahin ki bahaaron se phoolon ko chun kar sanwaari thi ulfat ki takdeer tumne wo din aap ko yaad kaise dilaayen yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei
Yehi Wo Jagah Hai
Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)