yeh kaisa nasha hai mohabbat ka yaaro na samjha hai koi na samjhega yaaro na samjha hai koi na samjhega yaaro yeh kaisa nasha hai pyaar karne ka mera to koi iraada nahin tha yun takrayega dil se dil maine socha nahin tha pyaar karne ka mera to koi iraada nahin tha yun takrayega dil se dil maine socha nahin tha ek mulaqaat mein baat hi baat mein mera dil kisi ne churaya hai yaaro na samjha hai koi na samjhega yaaro na samjha hai koi na samjhega yaaro yeh kaisa nasha hai neend aankhon ki meri na jaane kahan kho gayi hai jee bhar kar tujhe aaj dekhun tammanna yahi hai neend aankhon ki meri na jaane kahan kho gayi hai jee bhar kar tujhe aaj dekhun tammanna yahi hai wo kitne paas hain wo kitne door hain jo baithe hain chhupkar mere dil mein yaaro na samjha hai koi na samjhega yaaro na samjha hai koi na samjhega yaaro yeh kaisa nasha hai main kahan tha kahan hoon na poochho kahan ja raha hoon geet tere milan ke sajan mere main gaa raha hoon main kahan tha kahan hoon na
Yeh Kaisa Nasha Hai
Yeh Kaisa Nasha Hai (1979)

Ashok Kumar, Shreeram Lagoo, Mahesh, Deven Verma