ye haseen taare teri yaad dila dete hain ye haseen taare teri yaad dila dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare aake sapnon mein phir aa mann ko bachane waale aake sapnon mein phir aa mann ko bachane waale tu salaamat rahe raaton ko rulaane waale mere aansu bhi tujhe aaj dua dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare toone dekhi hai bahut jhoomte baagon ki bahaar aa kabhi dekh ja dil ke bhi to daagon ki bahaar toone dekhi hai bahut jhoomte baagon ki bahaar aa kabhi dekh ja dil ke bhi to daagon ki bahaar zakhm ke phool mere ghum ka pata dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare teri yaad dila dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare
Ye Haseen Taare Teri Yaad
Kamal Barot