sare mehfil mera imaan beimaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga mera qaatil mere ghar mein mera mehmaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye khudaya bhej de jannat se tu apni bahaaron ko sajaa de aasmaan tu raah mein inki sitaaron ko sharik e zindagi hona tera ehsaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga nahin the hum kisi kaabil jagah de di humen dil mein kare hum shukriyaa kaise ke rakh li laaj mehfil mein naa phoolon ki tamanna hai naa chahat hai sitaaron ki tumhare pyaar ke aage zarurat kya bahaaron ki tumhari baahon mein rehna mera armaan ho gaya ho yaaro
Yaaro Ab Kya Hoga
Ab Kya Hoga (1977)

Asarani, Chand Usmani, Indrani Mukharji, Neetu Singh, Pinchoo Kapoor, Shatrughan Sinha