wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai huye poore armaan khilin dil ki kaliyaan huye poore armaan khilin dil ki kaliyaan mera aaj rashk e bahaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai tapakne lagi hai adaaon se masti tapakne lagi hai adaaon se masti nigahon mein dil pe khumaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai main apni wafaaon ke kurbaan jaaun main apni wafaaon ke kurbaan jaaun mera chain mera karaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai
Wo Aaye Hain Dil Ko Karaar Aa Gaya
Malika Salomi (1953)