wafa ke naam par mitna nahin aaya agar tujhko to phir jinse wafa bazaar mein kyun bechti hai tu agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni laga kar aag hothon se kisi ka ghar jala dena laga kar aag hothon se kisi ka ghar jala dena kisi ki jaan jaana aur tera muskura dena ke tera muskura dena kisi par jaan dekar muskura leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni sati jo aan par hoti hain tu unki nishaani hai sati jo aan par hoti hain tu unki nishaani hai na hargiz bhool begairat ke tu hindostaani hai ke tu hindostaani hai agar tu sharm ko zevar bana leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni
Wafa Ke Naam Par Mitna
Ladki Pasand Hai (1971)