tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge jo dil mein aa gayi hai aaj hum woh kar hi guzarenge khabar kya thi ke apne bhi sitaare aise bigadenge khabar kya thi ke apne bhi sitaare aise bigadenge ke jo pooja ke qaabil hai wohi yun rang badalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge tumhari ek na manenge karenge aaj manmaani bahot tarsaaya hai tumne nahin ab aur tarsenge sataaya to nahin karate kabhi qismat ke maaron ko kisi ki jaan jaayegi kisi ke armaan nikalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge jo dil mein aa gayi hai aaj hum woh kar hi guzarenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa manaya tumko kitni baar lekin tum nahin maane to ab majboor ho kar hum shararat par bhi utrenge haqeeqat kya hai yeh pahle bata dete to achha tha khud apne jaal se hi hum na jaane kaise nikalenge tumhare bin guzaare hain kayi din ab na guzarenge kayi din baad
Tumhare Bin Guzaare
Atma Ram (1979)

Amzad Khan, Aruna Irani, Bindiya Goswami, Fareeda, Pran, Shatrughan Sinha, Sulochana, Vidya Sinha