teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain ab to nahin lagta hamara dil tumhare bin ab har dhadkan rulati hai tumhara saath agar milta hamara dil na yun jalta ke jal ke humne raaton mein tadap kar bekarari mein gujaare hain wo kitne pal woh yaadon mein teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain raho tum khush jidhar bhi ho hamara haal mat poocho hamari yeh duayen hain tumhari jo bhi raahein hain tumhe le jaayen gulshan mein bahaaron mein teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain qayamat dil pe yun gujri bhulayen hum bhala kaise dhuaan uthta hai dil se yun lagi thi aag yeh kaise wahi sapne wahi yaadein wahi beeti huyi baatein jab aati hain hamein har pal jalati hain teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain ab to nahin lagta hamara dil tumhare bin ab har dhadkan rulati hai teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain
Teri Qasam Hum ko
Meri Kahani (1983)

Prema Narayan, Satish Shah, Soni Razdan, Dileep Dhavan