tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gayi mujhe sahal ho gayin manzilen mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya badi cheez hai tujhe kya pata badi cheez hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the gir ke sambhal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa jise sun saka tha naa aaj tak jise sun saka tha naa aaj tak wohi raaz jaise ke sun liya wohi raaz jaise ke sun liya wohi geet jo mere dil mein the wohi geet jo mere dil mein the wo labon pe aake machal gaye mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gaye tera haath haath mein aa gaya
Tera Haath Haath Mein Aa Gaya
Hamdard (1953)