tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kahaan tak aarzuon ko koi dil mein daba rakhe agar honthon pe pehre hain to aankhon ko zubaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kabhi hum tum pe mar baithen kabhi tum hum pe mit jao humein tum aazma lo hum tumhaara imtehaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein
Tamannaon Ko Khilne
Aao Pyar Karen (1964)