takra gaye do baadal ambar pe to barasne lagi boondein bikhar ke takra gaye doooo maushami kitna pyaara naam hai iss naam ka saath toh har mausam se hai chaahe wo sardi ka ho ya garmi ka patjhad ka ho ya saawan ka aaha chhodo jao bade wo ho tum naam mera jod diya mausam se sanam mausam phir bhi mausam hai sanam naam mera joda na bata khud se kyun balam mujhse milao ye nain to aise na jalaao mere man ko takra gaye doooo ye saawan ka mausam toh khoobsoorat hai hi lekin tumhaari iss khoobsoorat umar ne isse aur bhi khoobsoorat bana diya hai jaane aayi kaisi ye umar ban ke chali khilne lagi sooni raah par tan mein mann mein uthi ye lehar tujhse sajan takraye man jaaun main bikhar aag lage re saawan ko chhoo gaya mere daaman ko ooo oooo takra gaye do baadal amber pe to barasne lagi boondein bikhar ke takra gaye do
Takra Gaye Do
Mazaaq (1975)