shayar to nahin hoon lekin shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin saawan tere roop ki masti baadal teri zulf ka saya tere hothon ki muskane phoolon ka hai sarmaya ye chaand ka ghatna badhna teri hi to angdayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin tere bol hain meethe nagmen khamoshi rangeen fasana jaagi jaagi si palkon mein khwaab hai koi deewana kadmon mein haya ne tere janzeer si pehnayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin chehra jaise noor ka dariya aanchal hai ek bahta dhara aaj meri nazron mein jaise jannat ka hai nazara kya husn mila hai tujhko kya tune ada payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin
Shayar To Nahin Hoon Lekin
Insaaf Ka Mandir (1969)