ha aaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaa aaaaaa aaaaaaaa shamma mein taaqat kahan jo ek parwane mein hai ek parwane mein hai lutf jalne mein nahin jal jal ke mar jaane mein hai jal jal ke mar jaane mein hai chandani raaton mein aksar sochta rehta hoon main chandani raaton mein aksar sochta rehta hoon main kiski ye tasveer hai jo dil ke viraane mein hai dil ke viraane mein hai may ki masti to utar jaati hai thodi der mein may ki masti to utar jaati hai thodi der mein zindagi bhar ka nasha aankhon ke paimane mein hai aankhon ke paimane mein hai tu kahe to aasman ki dhajjiyaan kar doon sanam ooo tu kahe to aasman ki dhajjiyaan kar doon sanam aaj ik aisi bhi vahashat tere deewaane mein hai tere deewaane mein hai shamma mein taaqat kahan jo ek parwane mein hai ek parwane mein hai
Shamma Mein Taaqat Kahan Jo
Naya Kanoon (1965)