shab ki tanhaai mein jab bhi mujhko yaad aate ho tum dhadkane ban kar mere dil mein samaa jaate ho tum chaudhvin ka chaand chhup jaata hai baadal mein kahin chaudhvin ka chaand chhup jaata hai baadal mein kahin jab naqaab apne rukh e raushan se sarkaate ho tum dhadkane ban kar mere dil mein samaa jaate ho tum allah allah kya qayaamat hai ke raah e hosh mein justujoo kartaa hoon apni aur mil jaate ho tum dhadkane ban kar mere dil mein samaa jaate ho tum jaa nahin sakta tumhaari bazm se uth kar kahin jaa nahin sakta tumhaari bazm se uth kar kahin zulf ke qaidi ko kyun zanjeer pehnate ho tum dhadkane ban kar mere dil mein samaa jaate ho tum shab ki tanhaai mein jab bhi mujhko yaad aate ho tum
Shab Ki Tanhaai Mein
Mohd Rafi