shaam rangeen huyi hai tere aanchal ki tarah surmayi rang sajaa hai tere kaajal ki tarah paas ho tum mere dil ke mere aanchal ki tarah meri aankhon mein base ho mere kaajal ki tarah shaam rangeen huyi hai tere aanchal ki tarah aasmaan hai mere armaanon ka darpan jaise aasmaan hai mere armaanon ka darpan jaise dil yun dhadke mera khanke tere kangan jaise mast hain aaj hawaayen meri paayal ki tarah surmayi rang sajaa hai tere kaajal ki tarah shaam rangeen huyi hai tere aanchal ki tarah meri hasti pe kabhi yun koyi chhaayaa hi na tha meri hasti pe kabhi yun koyi chhaayaa hi na tha tere nazdeek main pehle kabhi aayaa hi na thaa main hoon dharti ki tarah tum kisi baadal ki tarah surmayi rang sajaa hai tere kaajal ki tarah aaaaa shaam rangeen huyi hai tere aanchal ki tarah aisi rangeen mulaaqaat ka matlab kyaa hai aisi rangeen mulaaqaat ka matlab kyaa hai in chhalakte huye jazbaat kaa matlab kyaa hai aaj har dard bhulaa do kisi paagal ki tarah surmayi rang sajaa hai tere
Shaam Rangeen Huyi Hai
Kanoon Aur Mujrim (1981)