sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dukh sukh do kinaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan dharti pe amber ki aankhon se barste hain ek roz wahi boondein phir baadal bante hain phir baadal bante hain iss banne bigadne se dustoor mein saare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan chalte huye jeevan ki raftaar mein ik lai hai ik raag ik sur mein sansaar ki har shai hai sansaar ki har shai hai ek taal ki gardish mein ye chaand sitaare hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan koi bhi kisi ke liye apna na paraaya hai rishthon ke ujaale mein har aadmi chhaya hai har aadmi chhaya hai kudrat ke bhi dekho to ye khel niraale hain na jaane kahan jaaye hum behte dhaare hain sansaar hai ik nadiyaan hai kaun wo duniyaan mein na paap kiya jisne bin uljhe kaanton se hain phool chune kisne hain phool
Sansaar Hai Ik Nadiyaan
Raftaar (1975)