aa aa aaaaaa aaaa aaaaa wafaayen dekh li pathar jigar zaalim zamaane ki kasam khayi hai ab humne kisi se dil lagaane ki sab pyaar ki baaten karte hain par karna aata pyaar nahin hai matlab ki duniyaa saari yahaan koi kisi ka yaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin sukh mein sab aa aa kar apne rishten naate batlaate rishten naate batlaate bure dinon mein dekha humne aankh bacha kar hain jaate aankh bacha kar hain jaate thokar kha kar sambhalne waale jeet hai teri haar nahi hai matlab ki duniyaa saari yahaan koi kisi ka yaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin aye bande bhagwaan se darr aye bande bhagwaan se darr insaan se mat darr mohar lagi hai uski tere haq ke daane daane par haq ke daane daane par uski marzi bin tere chubh sakta koi khaar nahin hai matlab ki duniyaa saari yahaan koi kisi ka yaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin
Sab Pyaar Ki Baaten Karte Hain
Matlabi Duniya (1960)