sab kuchh lutaaya humne sab kuchh lutaaya humne aa kar teri gali mein aa kar teri gali mein ghar chhod kar banaaya ghar chhod kar banaaya hai ghar teri gali mein hai ghar teri gali mein khanjar tane huye hain aur sar jhuke huye hain aur sar jhuke huye hain maqatil ka khich raha hai maqatil ka khich raha hai manzar teri gali mein manzar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne maathe pe us ko rakh lun sajade mein sar jhuka dun sajade mein sar jhuka dun mil jaaye jo bhi humko mil jaaye jo bhi humko patthar teri gali mein patthar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne tere liye jiye hain tere liye marenge tere liye marenge humko dikhana hai ye humko dikhana hai ye mar kar teri gali mein mar kar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne
Sab Kuchh Lutaaya Humne
Chunariya (1948)