na puchho pyaar ki humne jo haqeeqat dekhi wafaa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi kisi ne loot liya aur humen khabar na huyi khuli jo aankh to barbaad muhabbat dekhi sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki wo dil hoon jisko pyaar ki manzil na mil saki manzil na mil saki patthar pe humne phool chadhaaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile ek bewafa se pyaar ka anzaam to mile aye maut jaldi aa aye maut jaldi aa jara aaram to mile
Sab Kuchh Luta Ke (Female)
Ek Saal (1958)

Ashok Kumar, Johny Walker, Kuldeep Kaur, Madhu Bala, Meenu Mumtaaj