saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake ye jeena bhi koi jeena hai hum unko apna keh na sake saajan ki galiyaan jab unse bichhad kar aane lage jab unse bichhad kar aane lage ruk ruk ke chale chal chal ke ruke lab kaanpe aankhen bhar aayin kuchh keh na chaaha keh na sake saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake saajan ki galiyaan inke liye unko chhod diya khud apne dil ko tod diya hum unke dil mein rehte the un ke qadmon mein reh na sake saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake saajan ki galiyaan saajan hain wahaan aur hum hain yahan aise dil ko le jaayen kahaan jo paas bhi unke reh na sake aur dard e judaai seh na sake saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake saajan ki galiyaan
Saajan Ki Galiyaan Chhod Chale
Bazar (1949)