tu mere rubaru hai tu mere rubaru hai meri aankhon ki ibaadat hai yeh zamin hai muhabbat ki yahaan mana hai khata karna sirf sajade mein girna hai aur adab se duwa karna tu mere rubaru hai tu mere rubaru hai meri aankhon ki ibaadat hai bas itni ijaazat de kadmon pe jabin rakh doon hoo phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon ik baar toh deedaar de mere saamne reh ke bhi tu ojhal hai tu poshida hai mere haal se haabida hai bas itni ijaazat de kadmon pe jabin rakh doon phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon ek maasum si dil ki tajjabiz hai ishq mein jaan de de badi cheez hai deewaana bana apna deewaangi yun bhi hai pairon mein padi gardish aur sar mein junoon bhi hai jaan saunp de jaan waar de iss baar to deedaarde gar tu nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin yeh bandagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin yeh bandagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin
Ru Ba Ru
Maqbool (2003)