hey hey rote huye aate hain sab rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan pyaar se jeete dilon ko wo jhuka de aasman jo sitaron par kahani pyaar ki likh jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi maut mehboobaa hai apne saath lekar jaayegi marr ke jeene ki ada jo duniyaa ko sikhlaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai har kadam pe aansuon ki ik nayee zanjeer hai saaz e ghum par jo khushi ke geet gaata jaayega wo mukaddar
Rote Huye Aate Hain
Muqaddar Ka Sikandar (1978)

Amitabh Bachchan, Amzad Khan, Dr Shriram Lagoo, Rakhi, Ranjeet, Rekha, Vinod Khanna