rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun jisne humen juda kiya aise khuda ko kya karun rooth ke tum to chal diye jeene ki aarzu nahin haal na poochh chaaragar jeene ki aarzu nahin haal na poochh chaaragar dard hi ban gaya dawa ab main dawa to kya karun rooth ke tum to chal diye sunke meri sada e ghum ro diya aasmaan bhi ro diya aasmaan bhi sunke meri sada e ghum ro diya aasmaan bhi ro diya aasmaan bhi tum tak na jo pahunch sake aisi sada ko kya karun rooth ke tum to chal diye ab main dua to kya karun rooth ke tum to chal diye
Rooth Ke Tum To Chal Diye
Jalti Nishani (1957)