o re kahaaro doli utaaro pal bhar do thehro to zara dil se lagaa ke bas ik dafa ve dene ko gudiyon ko dua teri bindiyaa nikhar ke choodiyaan bikhar ke chunari mein chehke tera kajra ho kaara gajra ho pyaara angna tera mehke tera jiyara ye jhoome piyara jo choomen tan man ye damke tohe aanch na aaye laaj na jaaye ang ang ye chamke o re kahaaro doli utaaro chhoot gayi dori teri chhoot gaiyaan chhaiyan chhoot gayi dori teri chhoot gaiyaan chhaiyan takiye pe tere taare bichhaye chaand ye tere liye thumriyaan gaaye khidki pe teri raat ki raani murkhiyaan leke lori sunaaye soja soja gudiya soja ankhiyon se tu ojhal ho ja o ri subaho ab na jagaao pal bhar ko thehro to zara neend ye aadhi sapna ye aadha poora to hone do zara teri bindiyaa nikhar ke choodiyaan bikhar ke chunari mein chehke tera kajra ho kaara gajra ho pyaara angna tera mehke tera jiyara ye jhoome piyara jo choomen tan man ye damke tohe aanch na aaye laaj na jaaye ang ang ye chamke o re kahaaro doli utaaro
O Re Kaharo
Begum Jaan (2017)