satyabhama aur rukmini raani donon krishn ki thi deewaani bhaama agni ka angaara rukmini sheetal jal ki dhaara wo pooja ke phool chadhati yeh paayal ke geet sunaati kanhaiya o kanhaiya koi murali ki taan suna de mere tann mann mein aag laga de laga de kanhaiya o kanhaiya koi murali ki taan suna de mere tann mann mein aag laga de laga de kanhaiya o kanhaiya aa aa aa aa aa aa main hi tohe dekhun sanwariya dekhe na koi dooji najariya main hi to hoon teri banwariya main hi sunun bas tori bansuriya bansi bajaiya kanhaiya o kanhaiya koi murali ki taan suna de mere tann mann mein aag laga de laga de kanhaiya o kanhaiya janm divas rukmini ka aaya sajni ne saajan ko bulaaya vyakul naina baatt nihaare aaj mere ghar naath padhaare main nahin jaane dungi kaanha main na sunungi koi bahana rukmini ke sang chale kanhaayi bhaama ko yeh baat na bhaayi nis din dekhun jinke sapne kho baithun woh pritam apne suno suno aye jaane waalo hai yeh sasta maal utha lo suno suno aye jaane
O Kanhaiya Kanhaiya
Raja Aur Runk (1968)