o bereham tere sitam hum pe honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe jaan bhi jaaye to hamen hoga na ghum o bereham tere sitam hum pe honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe jaan bhi jaaye to hamen hoga na ghum wo dekh aansuon se zakhm dho rahi hai zindagi wo khak hoke beej naye bo rahi hai zindagi siwa khuda ke aur ki na hogi hamse bandagi siwa khuda ke aur ki na hogi hamse bandagi ye kah ke dekh baar baar ro rahi hai zindagi ye ghum ke aur chaar din sitam ke aur char din ye din bhi jaayenge guzar guzar gaye hazaar din na jaane kab bhadak uthe ye aag inteqaam ki na jaane kab bhadak uthe ye aag inteqaam ki wo aa rahe hain aandhiyon ke peeth par sawaar din o bereham tere sitam humpe honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe jaan bhi jaaye to hamen hoga na ghum aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
O Bereham Tere Sitam
Baghi Sipahi (1958)