nigaahon mein ye mastiyaan kyun adaaon mein ye shokhiyaan kyun aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai nigaahon mein ye mastiyaan kyun adaaon mein ye shokhiyaan kyun aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai nigaahon mein ye mastiyaan kyun dhadkanon ke saaz pe jo geet ga raha dhadkanon ke saaz pe jo geet ga raha jo labon ki jumbishon pe muskura raha khwaab mein khayaal main ye kaun aata hai jaata hai yun har ghadi ki door se bulaane waala ye jaadu sa jagaane waala aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai nigaahon mein ye mastiyaan kyun aankhon mein sama gaya hai kiska baankpan aankhon mein sama gaya hai kiska baankpan raat din lagi huyi hai kiski ye lagan kho gayi nazar kahaan ye bekaraari ye halchal si hai kisliye ki raaz kya hai tu hi jaane tere siva na koi jaane aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai
Nigaahon Mein
Warrant (1961)