nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama
Ek Saal Pehle (1965)

Asit Sen, Jageeradar, K N Singh, Mohan Choti, Saida Khan, Sujeet Kumar, Sundar