nasheeli raat mein jab tumne zulfon ko sanwara hai nasheeli raat mein jab tumne zulfon ko sanwara hai humare jazba e dil ko umangon ne ubhara hai nasheeli raat gulon ko mil gayi rangat tumhare surkh gaalon se sitaaron ne chamak paayi tabassum ke ujaalon se tumhari muskurahat ne baharon ko nikhara hai humare jazba e dil ko umangon ne ubhara hai nasheeli raat lab e rangeen are tauba gulaabi kar diya mausam tumhari shokh nazron ne sharaabi kar diya mausam nashe mein choor hai aalam nasheela har nazaara hai humare jazba e dil ko umangon ne ubhara hai nasheeli raat
Nasheeli Raat Mein
Zulf Ke Saye Saye (1983)