naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin honge rangeen ye sitaare tumse rangeen to nahin naa jaane chaand kaisa hoga aate hain neele aasmaan pe jaane kidhar se sitaare aate hain neele aasmaan pe jaane kidhar se sitaare chalta hai saara hi zamaana teri nazar ke sahaare dil chaahe aasmaan ko chhoo loon le chal humen bhi wahin naa jaane chaand kaisa hoga chhaaye hai kaale kaale baadal yaa tumne zulfen bakheri chhaaye hai kaale kaale baadal yaa tumne zulfen bakheri kho jaaun jaa ke baadlon mein kab se tamanna hai meri jaane do khwaab ki ye baaten humko hai inn pe yakeen naa jaane chaand kaisa hoga saare zamaane se niraali hum koi duniyaa basaayen saare zamaane se niraali hum koi duniyaa basaayen dil ke rangeele sapnon se mehfil rengeeni sajaaye aisa jahaan hai kahaan pe hoga kahin naa kahin naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Naa Jaane Chaand Kaisa Hoga
Rocket Girl (1962)