na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura baat buri sunne mein hai bada maza aata koi bhi rangeen ho kissa dil ko hai bhata buri baat sunne ka hota bura sada anjaam sunne mein amrit hai lekin hai wo zehar ka jaam are isi liye main kehta hoon ki sun lo mere yaar na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura inki baaton mein na aana inka koi nahin thikaana hain kya matlab pyaar se sabko dekho ye samjhaate rehte hain aur pyaar se dekha to deewana kehte hain buri nazar se raawan ne jab seeta ko dekha ek ghadi mein khaak ho gayi sone ki lanka are isiliye main kehta hun ki sun lo mere yaar na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura sachcha jisne bola yaaro uski shamat aayi gaandhi ji ne sach bola seene pe goli khai ye mat bhulo amar ho gaya gaandhi ji ka naam isiliye main kehta hun ki bolo mere yaar na sun sun sun sun bura
Na Sun Sun Sun Bura Dekh Bura Bol Bura
Priya (1970)