na aaj tha na kal tha koi mushkil thi na hal tha yeh phal khana mana hai sab unse kehte the yeh phal khana mana hai sab unse kehte the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the dono ka dil lalchaya uss phal ko tod ke khaya dono ka dil lalchaya uss phal ko tod ke khaya ik shola sa lehraaya unmein shaitaan samaaya ik shola sa lehraaya unmein shaitaan samaaya unko jo hargiz na karna tha kar baithe the unko jo hargiz na karna tha kar baithe the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the aadam aur hauwa dono jannat mein rehte the kudrat ko gussa aaya dono pe jurm lagaaya jannat mein rehne waale jannat se gaye nikale upar se gire wo niche upar se gire wo niche phal aaya pichhe pichhe yun sadiyon ne dam toda phal ne pichha na chhoda yun sadiyon ne dam toda phal ne pichha na chhoda kehne waale yun unka afsaana kehte hain kehne waale yun unka afsaana kehte hain aadam aur hauwa ab is duniya mein rehte hain aadam aur hauwa ab is
Na Aaj Tha Na Kal Tha
Pati Patni Aur Woh (1978)

Asarani, Ranjeeta, Sanjeev Kumar, Vidya Sinha