muhabbat turk ki maine girebaan see liya maine girebaan see liya maine zamaane ab to khush ho zehar ye bhi pee liya maine ye bhi pee liya maine abhi zinda hoon lekin sochata rehta hoon ye dil mein abhi zinda hoon lekin sochata rehta hoon ye dil mein ke ab tak kis tamanna ke sahaare jee liya maine sahaare jee liya maine muhabbat turk ki maine tujhe apna nahin sakta magar itna bhi kya kam hai tujhe apna nahin sakta magar itna bhi kya kam hai ke kuchh ghadiyaan tere khaabon mein kho kar jee liya maine kho kar jee liya maine muhabbat turk ki maine bas ab to mera daaman chhod do bekaar umeedon bas ab to mera daaman chhod do bekaar umeedon bahot dukh seh liye maine bahot din jee liya maine bahot din jee liya maine muhabbat turk ki maine
Muhabbat Turk Ki Maine
Do Raha (1952)

Randhir Kapoor, Sujata, Dinesh Hingoo, Sanjana, Radha Saluja, Anil Dhawan, Shatrughan Sinha