oooo meri jaan meri jaan tu khafa hai to kya hua ye sitam ye ada hai to kya hua main to bas ek deewaana hoon husn waale to khuda se bhi rooth jaate hain husn waale to khuda se bhi rooth jaate hain ye husn ki hai aadat puraani tadpe mohabbat tarse jawaani honthon pe shikve aankhon mein paani hum aashiqon ki hai ye nishaani oooo meri jaan tu khafa hai to kya hua ye sitam ye ada hai to kya hua main to bas ek deewaana hoon husn waale to khuda se bhi rooth jaate hain husn waale to khuda se bhi rooth jaate hain main door jaaun to paas aana main paas aaun to door jaana nazren jhuka ke haaye nazren churaana kitna haseen hai tera bahaana oooo meri jaan tu khafa hai to kya hua ye sitam ye ada hai to kya hua main to bas ek deewaana hoon husn waale to khuda se bhi rooth jaate hain husn waale to khuda se bhi rooth jaate hain
Meri Jaan Tu Khafa Hai
Teesra Kaun (1965)