aa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaa aaaaa mere dil ke andar chalaati hai khanjar bacha lo mujhe us nazar se bacha lo aaaaaaa kadam zindagi ke behekne lage hain are main gira koi mujhko sambhalo ye lamba sa kad ye lachakdaar baahen ye tapta badan ye pighalti nigaahen ye lamba sa kad ye lachakdaar baahen ye tapta badan ye pighalti nigaahen kuchh sunaun to badi mushkil hai kuchh sunaun to badi mushkil hai aur chhupaun to badi mushkil hai muh ko pherun to kayamat aaye muh dikhaun to badi mushkil hai ayennnnn kahin meri duniya jala de na zaalim mar gaye ye shola mere saamne se hata lo hata lo bacha lo bacha lo hata lo ye main khushkismati se yahaan aa gaya hoon tamanna thi jinki unhen pa gaya hoon main khushkismati se yahaan aa gaya hoon tamanna thi jinki unhen pa gaya hoon phir mujhe zindagi ka pyaar mila phir mujhe zindagi ka pyaar mila dhundhta tha jise wo yaar mila unke milne se aayi aisi bahaar jaise viraane mein guljaar mila main khushkismati se yahaan aa gaya hoon
Mere Dil Ke Andar
Phool Aur Patthar (1966)